Chal Chalein 2009 - Download Mp3 Song

Chal Chalein 2009
       
       
                     Ujjwal Singh
                              Illaiyaraja
                              None
                              Javed Abedi, Anand Abhyankar, Adityansh
         
       
Tum Bhi Dhoondhna Lyrics
         Song Lyrics  = Tum Bhi Dhoondna
Song Lyrics Movie or Album = Chal Chalein (2009)
Singer(s) = Hariharan
Music Director(s) = Illaiyaraja
Song Lyrics
((tum bhi dhundhana main bhi dhundunga - (2)
meri khoyi raat ko, bhuli bisari baat ko
tumako main jyaada abb aur aur main kya kahun
tum bhi dhundhana main bhi dhundunga - (2)
meri bikhari nind ko, meri khoyi yaad ko
tumako main jyaada abb aur aur main kya kahun
halake halake gum ho jaayunga, iss pal mein gum sum kho jaayunga
tum bhi dhundhana main bhi dhundunga
jab bhi main paas raha sang saath tum mere the
jab bhi main dur raha sang saath tum mere the
lekin abb main niakala hoon jis ag jag ki khoj mein
usame saath na koyi bas jaayunga khaamosh main
har ik taraf dekha, maine har ik taraf dhundha
magar sirf bas har ik taraf paaaya ..))
Posted by  : { Anamika Tyagi } 
            
 


