Pukar 1983 - Download Mp3 Song

Pukar 1983
       
       
                     Ramesh Behl
                              R D Burman
                              None
                              Zeenat Aman, Amitabh Bachchan, Randhir Kapoor, Tina Munim, Prem Chopra
         
       
Samandar Mein Nahaake Lyrics
         Song Title = Samandar Mein Nahaake
Movie/Album = Pukaar (1983)
Singer = R D Burman
Music Director  = R D Burman
Mp3 Song Lyrics
((hey juli juli
samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho - 2
laga hai pyaar ka woh rang - 2 ki rangin ho gayi ho
samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho
(dekha tujhako to dil mein aaya dekhataa hi rahoon
bhige bhige badan ko tere khilataa kamal kahoon) - 2
meri najar ki tum bhi - 2 shaukin ho gayi ho ho ho
samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho
(hasti ho to dil ki dhadakan ho jaaye aur jawaan
chalati ho jab lehraake to dil mein uthe tufaan) - 2
pehele ki behtar aab to - 2 behtarin ho gayi ho ho ho
samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho - 2
laga hai pyaar ka woh rang - 2 ki rangin ho gayi ho
samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho ho...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
            
 


