Abdullah 1980 - Download Mp3 Song

Abdullah 1980
       
       
                     Sanjay Khan
                              Rahul Dev Burman
                              Anand Bakshi
                              Raj Kapoor, Sanjay Khan, Zeenat Aman, Danny Denzongpa
         
       
Om Jai Jagdish Hare Lyrics
         Song Lyrics Title = Om Jai Jagdish Hare
Song Lyrics Movie = Abdullah 1980
Singer =  Lata Mangeshkar
Musician = R. D. Burman
Lyricist = Anand Bakshi
Song Lyrics
((om jai jagdish hare, swami jai jagdish hare 
bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat kshan mein dur kare 
om jai jagdish hare
maatpita tum mere sharan gahu me kiski 
prabhu sharan gahu me kiski 
tum bin aur naa duja 
prabhu bin aur naa duja aas karu main kiski 
tum karuna ke sagar, tum paalan karta 
swami tum paalan karta
main murat falkami 
main sevak tum swami krupa karo harta
om jai jagdish hare
tum puran parmatma tum antaryaami, prabhu tum antaryaami
paar brahma parmeshwar, paar brahma parmeshwar tum sabke 
swami 
om jai jagdish hare jai jagdish hare 
swami jai jagdish hare bhakt jano ke sankat 
daas jano ke sankat kshan me dur kare 
om jai jagdish hare..))
Posted by : {Anamika Tyagi}
            
 


