violin - Download Mp3 Song

violin
       
       
                     violin
                              Usha Khanna
                              Indeevar, Sawan Kumar Tak
                              violin
         
       
Madhuban Khushboo Deta Hai Lyrics
         Song Lyrics Title = Madhuban Khushboo Deta Hai
Movie/Album Name = Saajan Bina Suhagan (1978)
Film cast = Rajendra Kumar, Nutan, Vinod Mehra, Kasturi, Padmini Kolhapure, Aarti Chopra, Shreeram Lagoo
Lyricist = Indeevar, Sawan Kumar Tak
Music Director = Usha Khanna
Film Director = Sawan Kumar Tak
Mp3 Song Lyrics
(( madhuban khusbu deta hai
sagar sawan deta hai
jina uska jina hai jo oro ko jiwan deta hai
madhuban khusbu deta hai
suraj na ban paye to 
banke deepak jalta chal
suraj na ban paye to 
banke deepak jalta chal
pul mile ya angare 
sach ki raho pe chalta chal
pyar dilo ko deta hai
ashko ko daman deta hai
jina uska jina hai jo oro ko 
jiwan deta hai
madhuban khusbu deta hai
sagar sawan deta hai
madhuban khusbu deta hai
chalti hai laharake pawan
ke sans sabhi ki chalti rahe
chalti hai laharake pawan
ke sans sabhi ki chalti rahe
logo ne tyag diye jiwan
ke preet dilo me palti rahe
ke preet dilo me palti rahe
dil wo dil hai jo 
oro ko apni dhadkan deta hai
jina uska jo oro ko jiwan deta hai
madhuban khusbu sagar jiwan deta hai
madhuban khusbu))
Posted by : {Soni Kumari}
            
 


