Ahista Ahista 1981 - Download Mp3 Song

Ahista Ahista 1981
       
       
                     Ismayeel shroff
                              Mohammed Zahur Khayyam
                              Muqtida Hasan Nida Fazli
                              Kunal Kapoor, Padmini Kolhapure, Shashikala, Nanda
         
       
Jab Kabhi Khwab Chamakta Hai Lyrics
         Song = Jab Kabhi Khwab
Movie = Aahista Aahista
Singer(s) = Asha Bhosle
Music By = Mohammed Zahur Khayyam
Lyricist(s) = Muqtida Hasan Nida Fazli
Mp3 Song Lyrics
((Jab koi khwab chamkta hai hakikat bann ke - 2
 Koi kismat se chala aata hai kismat bann ke
 Jab koi khwab chamkta hai hakikat bann ke
 
 Jab kisi mang me seendur bara jata hai - 2
 Aasma apni bulandi se uthar aata hai
 Ek ho jate hai do naam mohabbat ban ke - 2
 Koi kismat se chala aata hai kismat banke
 Jab koi khwab chamkta hai hakikat banke
 
 Aaj ki raat hai gungat me lajjane wali - 2
 Chudio wali tamanaye jagane wali
 Ye hasi raat mili hai tujhe chahat banke - 2
 Koi kismat se chala aata hai kismat banke
 Jab koi khwab chamkta hai hakikat banke.))
Posted by : {Anamika Tyagi}
            
 


