Dhun 1991 - Download Mp3 Song

Dhun 1991
Mahesh Bhatt
Laxmikant, Pyarelal
None
Talat Aziz, Sangeeta Bijlani
Is Duniya Mein Saat Lyrics
Song Title = Is Duniya Me
Song Lyrics Movie = Dhun (1991)
Singers = Talat Aziz
Song Lyricists = N/A
Music Composer = Laxmikant Pyarelal
Music Label = Saregama
Mp3 Song Lyrics
((Is duniya mein saat samundar
Saato samundar dil ke andar dil ke andar
Pagal tere prem ke maare prem ke maare
Dil dariya dub gaye saare majhi naav utar de kinaare
Is duniya mein saat samundar
Saato samundar dil ke andar dil ke andar
Pagal tere prem ke maare prem ke maare
Dil dariya dub gaye saare majhi naav musafir kinaare
Is duniya mein saat samundar
Saato samundar dil ke andar
Phir bhi kyun na jaane phir bhi kyun na jaane
Shama ke deewane jalate hain parwaane
Phir bhi kyun na jaane
Shama ke deewane jalate hain parwaane
Deewano ko parwaano ko
Milta hain kya jaane aag mein jal kar
Is duniya mein saat samundar
Saato samundar dil ke andar
Is duniya mein saat samundar
Saato samundar dil ke andar
Hum huye tum huye ki neer huye
Sab udati zulf se haseen huye
Main kya hun tum kya ho tauba karo aye logo
Main kya hun tum kya ho tauba karo aye logo
Ulfat ka naam na lo ulfat ka naam na lo
Is khel mein haar gaya
Wo bhi jiska naam tha sikandar
Is duniya mein saat samundar
Saato samundar dil ke andar
Is duniya mein saat samundar
Saato samundar dil ke andar
Aaj ki shaam pyaar ke naam
Pyaar to hain raato ka naam
Aaj ki shaam pyaar ke naam
Pyaar to hain raato ka naam
Kuchh bhi ho anjaam is dil ke sua tukde ho jaaye
Phir bhi pukare dilbar dilbar dilbar dilbar
Is duniya mein saat samundar
Saato samundar dil ke andar
Pagal tere prem ke maare prem ke maare
Dil dariya dub gaye saare majhi naav musafir kinaare
Is duniya mein saat samundar
Dil dariya dub gaye saare majhi naav musafir kinaare
Is duniya mein saat samundar
Is duniya mein saat samundar
Saato samundar dil ke andar
Is duniya mein saat samundar
Saato samundar dil ke andar...))
Posted by : {Anamika Tyagi}



