New Remix - Download Mp3 Song

New Remix
       
       
                     New Remix
                              Shankar Ehsaan Loy 
                              Javed Akhtar
                              New Remix
         
       
Hai Ye Maya Re Lyrics
         Song Lyrics Title = Hai Ye Maya
Movie/Album Name = Don 2
singer = Usha Uthup
Lyricist = Javed Akhtar
Music Director = Shankar, Ehsaan, Loy 
Film Director = Farhan Akhtar
Mp3 Song Lyrics
(( na koi raat hai
na koi din yahan
kya yeh andhera hai
ke sirf hai dhuaan
aankhein dhoka khaati hain
ye kisko pata nahin
jaane kya hai yahan aur
jaane yahan kya nahin
hai ye maya
heere jo lagte hain woh
mumkin hain angaare hon
chingari lagte hain jo
ho sakta hai taare hon
aankhein dhokha khaati hain
yeh kisko pata nahin
jaane kya hai yahan aur
jaane yahan kya nahin
hai ye maya
chehre hain sab ek se
tu kaise pehchaanega
dushman hai ya dost hai
tu kaise yeh jaanega
aankhon dhoka khaati hain
yeh kisko pata nahin
jaane kya hai yahan aur
jaane yahan kya nahin
hai ye maya))
Posted by : {Soni Kumari}
            
 


