Aulad 1968 - Download Mp3 Song

Aulad 1968
       
       
                     Kundan Kumar
                              Chitragupta Shrivastava
                              Majrooh Sultanpuri
                              Jeetendra, Babita Kapoor, Mehmood
         
       
Arman Tha Humein Jinka Lyrics
         Song Lyrics Title  = Arman Tha Humein Jinka
Song Lyrics Movie  = Aulad (1968)
Singers  = Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists  = Majrooh Sultanpuri
Music Director  = Chitragupta Shrivastava
Director  = Kundan Kumar
Mp3 Song Lyrics
((Armaan thaa hamen jinka
wo pyaar ke din aaye
Armaan thaa hamen jinka
wo pyaar ke din aaye
rut aayi wafaaon ki
ikraar ke din aaye
rut aayi wafaaon ki
ikraar ke din aaye
ab dil mein na machlega
deewaana koyi dil ka
ab dil mein na machlega
deewaana koyi dil ka
khaamoshi na rokegi
afsaana koyi dil ka
hothon ne girah kholi
izhaar ke din aaye
Armaan thaa hamen jinka
wo pyaar ke din aaye
mukhda na chhipaayenge
ham chhaaon me baanhon ki
mukhda na chhipaayenge
ham chhaaon me baanhon ki
ban aayegi in pyaasi matwaali nigaahon ki
wo shaam e haya beeti
deedar ke din aaye
armaan tha hamen jinka
wo pyaar ke din aaye
ab hongi is ek dil ko
bahlaane ki sau baaten
ab hongi is ek dil ko
bahlaane ki sau baaten
sau baaten bigadne ki
man jaane ki sau baate
tamnhaai me saajan se
takraar ke din aaye
Armaan thaa hamen jinka
wo pyaar ke din aaye
rut aayi wafaaon ki
ikraar ke din aaye..))
Posted by : {Anamika Tyagi}
            
 


