Arzoo 1965 - Download Mp3 Song

Arzoo 1965
       
       
                     Ramanand Sagar
                              Jaikishan , Shankar
                              Hasrat Jaipuri
                              Rajendra Kumar, Sadhana, Feroz Khan
         
       
Ae Phoolon Ki Rani Lyrics
         Song Lyrics  = Ai Phulo Ki Rani Baharo Ki Malika
Song Lyrics Movie or Album =Arzoo 1965
Singer(s) = Mohammad Rafi
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Jaikishan , Shankar 
Mp3 Song Lyrics
((ai phulo ki rani, baharo ki malika, tera muskurana gajab ho gaya
na dil hosh me hai, na ham hosh me hai, najar ka milana gajab ho gaya
tere hont kya hai, gulabi kanwal hai
ye do patiya, pyar ki ik gazal hai
woh najuk labo se mohobbat ki bate hami ko sunana gajab hogaya
ai phulo ki rani, baharo ki malika, tera muskurana gajab ho gaya
na dil hosh me hai, na ham hosh me hai, najar ka milana gajab ho gaya
kabhi ghul ke milna, kabhi khud jhijhakna
kabhi rasto par behekna machalna
ye palko ki chilman uthakar girana, girakar uthana gazab ho gaya
ai phulo ki rani, baharo ki malika, tera muskurana gajab ho gaya
na dil hosh me hai, na ham hosh me hai, najar ka milana gajab ho gaya
ai phulo ki rani, baharo ki malika, tera muskurana gajab ho gaya
na dil hosh me hai, na ham hosh me hai, najar ka milana gajab ho gaya ..))
Posted by : {Anamika Tyagi}
            
 


