free download Waqt Bada Baiman O Rabba From Musaa 2010

Song Lyrics Title : Waqt Bada Baiman O Rabba
Song Lyrics Movie : Musaa (2010)
Singer : Zubeen Garg
Music By : Eliyas    
Lyricist : Ibrahim Ashq

mp3 songs

waqt bada baimaan oo raba, waqt bada baimaan

tute gaye sab khwab hamare, bikher gaye armaan
oo raba raba, waqt bada baimaan, waqt bada baimaan
oo raba, waqt bada baimaan

lamha lamha haath se fisali kya din hai kya raat
bante bante bighad hi jaye jiwan ki har baat

sab kuch hai anjaan oo raba, sab kuch hai anjaan
oo raba raba, waqt bada baimaan, waqt bada baimaan
oo raba, waqt bada baimaan

uljhi uljhi dor hai saari, kon ise suljhaye
hum jitani suljhane jaye aur uljhati jaye

nikali jaye jaan oo raba, nikali jaye jaan
oo raba raba, waqt bada baimaan, waqt bada baimaan
oo raba, waqt bada baimaan

dhundhali dhundhali saari fija hai, chhupa hua hai raaj
apne andar tut rahi hai, apni hi aawaj

saaso me tufan oo raba, saaso me tufan
oo raba raba, waqt bada baimaan, waqt bada baimaan
oo raba, waqt bada baimaan
tute gaye sab khwab hamare, bikher gaye armaan
oo raba raba, waqt bada baimaan, waqt bada baimaan
oo raba, waqt bada baimaan
oo raba raba, waqt bada baimaan, waqt bada baimaan
oo raba, waqt bada baimaan  
oo raba raba, waqt bada baimaan, waqt bada baimaan
oo raba, waqt bada baimaan  
oo raba raba, waqt bada baimaan, waqt bada baimaan
oo raba, waqt bada baimaan 

Posted by: {Anju}

lowerbanner

Free Waqt Bada Baiman O Rabba songs download

Recent Tag : Free Waqt Bada Baiman O Rabba songs download, Waqt Bada Baiman O Rabba mp3 song free download, online play Waqt Bada Baiman O Rabba mp3 song, Waqt Bada Baiman O Rabba lyrics, Waqt Bada Baiman O Rabba from Musaa 2010