|
free download Kaho na Kaho From Murder 2004
|
|
|
Song Lyrics Title = Kaho na Kaho Song Lyrics Movie = Murder (2004) Singers = Amir Jamal Song Lyricists = Sayeed Quadri Music Composer = Anu Malik Director = Anurag Basu Music Label = Sa Re Ga Ma Starring = Emraan Hashmi, Mallika Sherawat, Ashmit Patel Release on = 2nd April, 2004
mp3 songs
Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain O sanam o sanam, o mere sanam Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai Vafa ke saahilon ka yeh kinaara hai
Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain O sanam o sanam, o mere sanam Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai Vafa ke saahilon ka yeh kinaara hai
Baadalon se oonchi uraanoon ki Sab se alag pehechaanoon ki Use hai pyaar ki kahaani mansoob Aati jaati saanson ki rawaani mansoob
Baadalon se oonchi uraanoon ki Sab se alag pehechaanoon ki Use hai pyaar ki kahaani mansoob Aati jaati saanson ki rawaani mansoob
Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain O sanam o sanam, o mere sanam Mohabbat ke safar mein tu hamaara hai Andhere raaston ka tu sitaara hai
Tu hi jeene ka sahaara hai Meri maujon ka kinaara hai Mere liye yeh jahaan hai tu Tujhe mere dil ne pukaara hai
Kaho na kaho yeh saansein bolti hain O sanam o sanam, o mere sanam Labon pe naam tere bas hamaara hai Yeh tera dil bhi jaana hamaara hai Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain O sanam o sanam, o mere sanam Mohabbat ke safar mein yeh sahaara hai Vafa ke saahilon ka yeh kinaara hai
Khwaabon mein tujhko sanwaara hai Jazbon mein apne utaara hai Meri yeh aankhen jidhar dekhe Tera hi chehra nazaara hai Khwaabon mein tujhko sanwaara hai Jazbon mein apne utaara hai Meri yeh aankhen jidhar dekhe Tera hi chehra nazaara hai Khwaabon mein tujhko sanwaara hai Jazbon mein apne utaara hai Meri yeh aankhen jidhar dekhe Tera hi chehra nazaara hai Khwaabon mein tujhko sanwaara hai Jazbon mein apne utaara hai Meri yeh aankhen jidhar dekhe Tera hi chehra nazaara hai...
Posted by : {Ritu Kesharwani}
| |
|
|
Free Kaho na Kaho songs download
Recent Tag : Free Kaho na Kaho songs download, Kaho na Kaho mp3 song free download, online play Kaho na Kaho mp3 song, Kaho na Kaho lyrics, Kaho na Kaho from Murder 2004