Song Lyrics Title = Wafa Jo Na Ki Song Lyrics Movie = Muqaddar Ka Sikandar (1978) Singers = Hemlata (Lata Bhatt) Song Lyricists = Anjaan Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah Director = Prakash Mehra Music Label = Saregama Starring = Amitabh Bachchan, Raakhee Gulzar, Amjad Khan, Kader Khan, Vinod Khanna, Release on = 27th October, 1978
mp3 songs
Manzur nahin meri mohabbat tho kya hua Ae dost, dushmani hi nibhaane ke liye aa Maana tere karam ke tau qabil nahin rahe Aa mere dil pe zulm hi dhanay ke liye aa
Wafa jo na ki tho jaffa bhi na ki jiye
Wafa jo na ki tho jaffa bhi na ki jiye Sitam, jaan-e-man, is tarah bhi na ki jiye Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye Wafaa aaa aaa
Oooooo
Aaaaaaa
Nahin ishq humse, nahin na sahi Humein ishq tumse hai hum kya kare Hai mar mar ke jeene ki adat humein Tumhari bhala se jiye ya mare Bhala aaaaa Bhala na kia tho, burra bhi na ki jiye Sitam, jaan-e-man, is tarah bhi na ki jiye Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye Wafaa aaa aaa Wafa jo na ki tho jaffa bhi na ki jiye Sitam, jaan-e-man, is tarah bhi na ki jiye Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye Ke marne ki tamanna mein, kahin ji na jaye Wafaa aaa aaa...
Posted by : {Ritu Kesharwani}
| |