free download Lakhon Hasin Meri Nazar From Main Khiladi Tu Anari 1994


Song Lyrics Title = Lakhon Hasin Meri Nazar
Song Lyrics Movie = Main Khiladi Tu Anari (1994)
Singers = Asha Bhosle, Kumar Sanu
Song Lyricists = Rahat Indori
Music Composer = Anu Malik
Director = Sameer Malkan
Music Label = Venus Records
Starring = Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Shilpa Shetty,
 Raageshwari
Release on = 23rd September, 1994


mp3 songs


La la laa laa laa laa laa laa
La la la laa la laa la laa

Bas aap pehli baar dil mein utar gaye
Laakhon haseen meri nazar se guzar gaye
Bas aap pehli baar dil mein utar gaye
Laakhon jawaan meri nazar se guzar gaye
Bas aap pehli baar dil mein utar gaye

Laakhon haseen meri nazar se guzar gaye
Tanha tha raat din main aap ke bina
Har ek pal aap ki dil ko talaash thi

Ek roz milenge aap, kehti thi dhadkanein
Betaab zindagi ko milne ki aas thi
Milne se aap ke hum to nikhar gaye

Bas aap pehli baar dil mein utar gaye
Laakhon jawaan meri nazar se guzar gaye
Chaahat mein aap ki chhaaya hai voh nasha
Main naam aap ka likhta hoon har jaga

Denge na dil kisi ko, yeh khaayi thi kasam
Dekha jo aap ko to tod di kasam
Deewana humko aap ek pal mein kar gaye

Bas aap pehli baar dil mein utar gaye...


Posted by : {Ritu Kesharwani}


lowerbanner

Free Lakhon Hasin Meri Nazar songs download

Recent Tag : Free Lakhon Hasin Meri Nazar songs download, Lakhon Hasin Meri Nazar mp3 song free download, online play Lakhon Hasin Meri Nazar mp3 song, Lakhon Hasin Meri Nazar lyrics, Lakhon Hasin Meri Nazar from Main Khiladi Tu Anari 1994