|
free download Taqat Watan Ki From Prem Pujari 1970
|
|
|
Song Lyrics Title : Taqat Watan Ki Song Lyrics Movie : Prem Pujari 1970 Singers : Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Mohammed Rafi Song Lyricists : Gopaldas Saxena (Neeraj) Music Composer : Sachin Dev Burman Director : Dev Anand Music Label : Saregama Starring : Dev Anand, Waheeda Rehman, Shatrughan Sinha, Madan Puri
mp3 songs
Taaqat watan ki tum se hai Himmat watan ki tum se hai Izzat watan ki tum se hain Insan ke ham rakhwaale Taaqat watan ki ham se hai Himmat watan ki hum se hai Izzat watan ki ham se hain Insan ke ham rakhwaale Pahredaar himalay ke ham Jhonke hain toofaan ke Sunkar garz hamaari Seene phat jaate chattan ke Aa haa haa Pahredaar himalay ke ham Jhonke hain toofaan ke Sunkar garz hamaari Seene phat jaate chattan ke Aa haa haa haa haa haa Taaqat watan ki hum se hai Himmat watan ki hum se hai Izzat watan ki hum se hai Insan ke ham rakhwaale
Aa haa haa haa haa Seena hai faulaad kaa apna Phoolon jaisa dil hai Tan mein vindhyaachal ka bal hai Man mein tajmahal hai Aha haa haa haa haa Seena hai faulaad kaa apna Phoolon jaisa dil hai Tan mein vindhyaachal ka bal hai Man mein tajmahal hai Aha haa haa haa haa haa Taaqat watan ki ham se hai Himmat watan ki ham se hai Izzat watan ki ham se hai Insan ke ham rakhwaale Ahaa haa haa haa haa haa haa haa haa Haa haa haa haa haa
Lalalalalala Dekar apna khoon Seenchte desh ke ham phulwaari Bansi se bandook banaate Ham wo prem pujaari Ahaa haa haa haa Haa haa haa Dekar apna khoon Seenchte desh ke ham phulwaari Bansi se bandook banaate Ham wo prem pujaari Aahaa haa haa haa haa haa haa Taaqat watan ki ham se hai Himmat watan ki ham se hai Izzat watan ki ham se hain Insan ke ham rakhwaale
Taaqat watan ki ham se hai Himmat watan ki ham se hai Izzat watan ki ham se hain Insan ke ham rakhwaale Aa kar humko kasam de gayi Raakhi kisi bahen ki Cenge apna sish na deng Mitti magar watan ki Ahaa haa haa haa Haa haa haa Aa kar humko kasam de gayi Raakhi kisi bahen ki Cenge apna sish na deng Mitti magar watan ki Ahaa haa haa haa Haa haa haa Taaqat watan ki ham se hai Himmat watan ki ham se hai Izzat watan ki ham se hain Insan ke ham rakhwaale
Khatre ma ho desh to ladna sirf dharam hai Parwah hai lyaa chij aadmi leta nayaa janam hai Ahaa haa haa haa Haa haa haa Khatre ma ho desh to ladna sirf dharam hai Parwah hai lyaa chij aadmi leta nayaa janam hai
Ho ho hooo Ahaa haa haa haa Haa haa haa
Ek jaan hai ek pran hai sara desh humaraa Sadiyaa chal kar thki ruki par kabhi na ganga dhara Ek jaan hai ek pran hai sara desh humaraa Sadiyaa chal kar thki ruki par kabhi na ganga dhara Ahaa haa haa haa Haa haa haa Taaqat watan ki ham se hai Himmat watan ki ham se hai Izzat watan ki ham se hain Insan ke ham rakhwaale Taaqat watan ki ham se hai Himmat watan ki ham se hai Izzat watan ki ham se hain Insan ke ham rakhwaale..
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |
|
|
Free Taqat Watan Ki songs download
Recent Tag : Free Taqat Watan Ki songs download, Taqat Watan Ki mp3 song free download, online play Taqat Watan Ki mp3 song, Taqat Watan Ki lyrics, Taqat Watan Ki from Prem Pujari 1970