free download Jai Jai Shri Ganesh From Shree Ganesh Bhajan


Song Lyrics Title : Jai Jai Shri Ganesh
Song Lyrics Movie :
Singer :

mp3 songs

he deva he deva hum aaye dwar tumhare
sankat me pran hamare
parbhu sankat aaj haro hum par itni daya karo
jai jai ganpati deva hum kare tumhari sewa
jai jai ganpati deva hum kare tumhari sewa
he deva he deva

sabse partham tumhara pujan
hota magal kari
hota magal kari
gajanand anand pand tum ho sabke hitkari
tum ho sabke hitkari
jab jab vighan pade bhakto par
tumne laz bachai
tumne laz bachai
koi pujaran tere dwar se khali hath na aayi
he deva he deva

darsh bina vyakul hai jiyra pyase pyase naina
pyase pyase naina
rah nihar nihar thaki hu din bine na raina
he fal nayak sidhik vinayak
ab to darsh karado
ab to darsh karado
mere man ke manmohan ab to aaj milado
he deva he deva hum aaye dwar tumhare
sankat me pran hamare
parbhu sankat aaj haro hum par itni daya karo

hum to bhola bhale man ki bigdi bat bana do
bigdi bat bana do
tum jag ke palak ho hamko jab ninda se bacha do
jab ninda se bacha do
agar hamari bhakti sachi apni shakti dikha do
apni shakti dikha do
jo kalang hum pe laga hai ab wo kalank mita do
ab wo kalank mita do
ab wo kalank mita do
ab wo kalank mita do
ab wo kalank mita do
mita do mita do mita do

Posted by : {Anju}




lowerbanner

Free Jai Jai Shri Ganesh songs download

Recent Tag : Free Jai Jai Shri Ganesh songs download, Jai Jai Shri Ganesh mp3 song free download, online play Jai Jai Shri Ganesh mp3 song, Jai Jai Shri Ganesh lyrics, Jai Jai Shri Ganesh from Shree Ganesh Bhajan