|
free download Abhi Mujh Mein Kahi From Agneepath 2012
|
|
|
Song lyrics title : Abhi Mujh Mein Kahin Song lyrics movie : Agneepath (2012) singer : Sonu Nigam
mp3 songs lyrics
Abhi mujh mein kahin Baaki thodi si hai zindagi Jagi dhadkan nayi Jaana zinda hoon main toh abhi Kuch aisi lagan iss lamhe mein hai Yeh lamha kahaan tha mera
Ab hai saamne Ishe chhuu loon zara Marr jaaun ya jee loon zaraaa Khushiyaan choom loon Yaa ro loon zara (indicine.com) Marr jaaun ya jee loon zaraa
Hoo abhi mujh mein kahin Baaki thodi si hai zindagi
Hoo… dhoop mein jalte hue tann koo Chhaya pedh ki mil gayi Roothe bacche ki hansi jaise Phuslane se phir khil gayi Kuch aisa hi mehsoos dil ko ho raha hai Barson ke puraane zakhmon pe marham laga sa hai
Kuch ehsaan hai, Iss lamhe mein hai Ye lamha kahaan tha meraa Ab hai saamne.. isse chhoo loon zara Marr jaaun ya jee loo zara Khushiyaan choom loon Ya ro loon zara Marr jaaun ya jee loon zara
Dor se tooti patang jaisi Thi yeh zindagaani meri Aaj hoon kal ho mera naho Har din thi kahaani meri Ek bandhan naya peeche seh ab mujhko bulaye Aane wale kal ki kyun fhikar mujhko kyun sataa jaaye
Ik aisi chubhan, iss lamhe mein hai Yeh lamha kahaan tha mera Ab hai saamne.. isse chhoo loon zara Marr jaaun ya jee loon zara Khushiyaan choom loon Ya roh loon zara Mar jaaun ya jee loon zara
Posted by : {Pranshu Srivastava}
| |
|
|
Free Abhi Mujh Mein Kahi songs download
Recent Tag : Free Abhi Mujh Mein Kahi songs download, Abhi Mujh Mein Kahi mp3 song free download, online play Abhi Mujh Mein Kahi mp3 song, Abhi Mujh Mein Kahi lyrics, Abhi Mujh Mein Kahi from Agneepath 2012