free download Aaina Aaina Tu Bata From Junoon 1992


Song Lyrics Title : Aaina Aaina Tu Bata De Zara
Song Lyrics Movie : Junoon (1992)

mp3 songs

Aaina aaina tu bata de zara,
kya mere yaar ko, bhaaye chehra mera
aaina aaina tu bata de zara,
aaina aaina tu bata de zara,


kya mere yaar ko, bhaaye chehra mera
sach hai kya jhoot hai kya
kya mere yaar ko, bhaaye chehra mera
aaina aaina tu bata de zara

main to jaoon haal saare, apne piya ke
yeh na janoon kya dil mein piya ke
main to jaoon haal saare, apne piya ke
yeh na janoon kya dil mein piya ke
ae hawa ae ghata
ae hawa ae ghata, tu hi sandesh la,
kya mere yaar ko, bhaaye chehra mera
aaina aaina tu bata de zara
kya mere yaar ko, bhaaye chehra mera

kya main hoon pasand unhe, bhed zara khol re
main hoon anjaan ab tu hi kuch bol re
kya main hoon pasand unhe, bhed zara khol re
main hoon anjaan ab tu hi kuch bol re
dekh yoon na sata
dekh yoon na sata, baat aage badha
kya mere yaar ko, bhaaye chehra mera
aaina aaina tu bata de zara
kya mere yaar ko, bhaaye chehra mera






lowerbanner

Free Aaina Aaina Tu Bata songs download

Recent Tag : Free Aaina Aaina Tu Bata songs download, Aaina Aaina Tu Bata mp3 song free download, online play Aaina Aaina Tu Bata mp3 song, Aaina Aaina Tu Bata lyrics, Aaina Aaina Tu Bata from Junoon 1992