Song Lyrics Title = Zamane Ki Burai Song Lyrics Movie = Junoon (1992) Singers = Vipin Sachdev Song = Zamane ki burayi Actors = Rahul Roy, Pooja Bhatt and Avinash Wadhavan Lyricist = Sameer Music Director = Nadeem Shravan
mp3 songs
Zamane ki burayi, mujh mein hai sanam magar bewafayi, mujh mein nahi zamane ki burayi, mujh mein hai sanam magar bewafayi, mujh mein nahi na koi acchayi, mujh mein hai sanam magar bewafayi, mujh mein nahi
main pagal deewana hoon, main maanta hoon main pagal deewana hoon, main maanta hoon bada nasamajh hoon yeh, main jaanta hoon par badli nazron ko pehchanta hoon zamane ki burayi, mujh mein hai sanam magar bewafayi, mujh mein nahi na koi acchayi, mujh mein hai sanam magar bewafayi, mujh mein nahi
nigaahein mila ke, nazar modh lena nigaahein mila ke, nazar modh lena sapeene ko mazhdhar, mein chod dena nahi maine sikha hai, dil tod dena zamane ki burayi, mujh mein hai sanam magar bewafayi, mujh mein nahi na koi acchayi, mujh mein hai sanam magar bewafayi, mujh mein nahi
jo dil kahe, dilruba mujhko kehna jo dil kahe, dilruba mujhko kehna duniya mein sab se, bura mujhko kehna par na tum, bewafa mujhko kehna zamane ki burayi, mujh mein hai sanam magar bewafayi, mujh mein nahi na koi acchayi, mujh mein hai sanam magar bewafayi, mujh mein nahi..
Posted By : {Anamika Tyagi}
| |