Song Lyrics Title = Jai Santoshi Maa Song Lyrics Movie = Jai Santoshi Maa (1975) Singer = Kavi Pradeep Lyricist = Pradeep Music Director = C Arjun Film Director = Vijay Sharma Film Producer = Satram Rohara Film cast = Kanan Kaushal, Anita Guha, Ashish Kumar, Bharat Bhushan, Trilok Kapoor, Rajni Bala, Rajan Haksar, Leela Mishra, B M Vyas
mp3 songs
mainn toh aarati utaru re santoshi mata ki main toh aarati utaru re santoshi mata ki main toh aarati utaru re jai jai santoshi mata jai jai maa jai jai santoshi mata jai jai maa jai jai santoshi mata jai jai maa jai jai santoshi mata jai jai maa
badi mamata hai, bada pyar maa ki aankhon mein, maa ki aankhon mein badi karuna maya dular maa ki aankhon mein, maa ki aankhon mein kyun na dekhu main barambar maa ki aankhon mein kyun na dekhu main barambar maa ki aankhon mein dikhe har ghadi dikhe har ghadi naya chamatkar maa ki aankhon mein, maa ki aankhon mein ho nritya karu jhum jhum, jham jhamajham jhum jhum nritya karu jhum jhum, jham jhamajham jhum jhum jhanki niharu re, o banki banki jhanki niharu re main toh aarati utaru re santoshi mata ki main toh aarati utaru re jai jai santoshi mata jai jai maa jai jai santoshi mata jai jai maa jai jai santoshi mata jai jai maa jai jai santoshi mata jai jai maa
sada hoti hai jai jaiakar maa ke mandir mein, maa ke mandir mein nit jhanjhar ki hoye jhankar maa ke mandir mein, maa ke mandir mein sada manjir karte pukar maa ke mandir mein sada manjir karte pukar maa ke mandir mein vardan ke vardan ke bhare hain bhandar maa ke mandir mein, maa ke mandir mein ho dip dharu dhup dharu, prem sahit bhakti karu ho dip dharu dhup dharu, prem sahit bhakti karu jivan sudharu re, o pyara pyara jivan sudharu re main toh aarati utaru re santoshi mata ki main toh aarati utaru re jai jai santoshi mata jai jai maa jai jai santoshi mata jai jai maa jai jai santoshi mata jai jai maa jai jai santoshi mata jai jai maa..
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |