|
free download Kahin Hai Mera Pyar From kahin hai mera pyaar 2014
|
|
|
Song Lyrics Title : Kahin Hai Mera Pyar Song Lyrics Movie : kahin hai mera pyaar 2014 Singers : Shaan Song Lyricists : Ravindra Jain Music Composer : Ravindra Jain Director : Mahesh Vaijnath Doijode Music Label : Worldwide Records Starring : Abhishek Sethiya, Sonia Mann, Sanjay Kapoor, Jackie Shroff, Gajendra Chauhan, Kishori Shahane Release on : 1st May, 2014
mp3 songs
Chahat ki chaabi Ye meri taqdeer ka hissa In hatho ki lakeer Maine apne hath se sanwaari Soni soni heer Usko haasil karke rahunga Jiski ye tasveer
Kahin hai..kahin hai Kahin na kahin hai mera pyar Kahin hai..kahin hai Ho kahin na kahin hai mera pyar Woh anjaana ajnabi mil hi jaayega kabhi Woh anjaana ajnabi mil hi jaayega kabhi Diya jise ramgo mein utaar Kahin hai..kahin hai Ho kahin na kahin hai mera pyar
Chhaya ban kar maanas pat par chha gaya Rango ka chunaav khud hi karva gaya Indra dhanush ki manhar chhata bikherta Ambar se mere aangan mein aa gaya Woh sapno ke mitra se keh gaya jaak ke chitra se Woh sapno ke mitra se keh gaya jaak ke chitra se Milenge hum aasha mat haar Kahin hai..kahin hai Ho kahin na kahin hai mera pyar
Rango mein sakaar huyi hai kalpna Safal huyi yaara din ki aaradhna Antar ke anuragi rango se sajii Har rekha hai mere mann ki kaamna Pyaasa jiski preet ka andekhe uss meet Pyaasa jiski preet ka andekhe uss meet Har pal hai mujhe intezaar Kahin hai..kahin hai Ho kahin na kahin hai mera pyar
Aankhein bole ye pehla anu bandh hai Mann kehta hai jalwon ka sambandh hai Bahot jeeya ab peeya bina jeena nahi Usko meri saanso ki saugandh hai Dil jisko dhundha kiya rab ne usse milla diya Dil jisko dhundha kiya rab ne usse milla diya Rab ka hoon shukra guzaar Yahin hai yahin hai Yahin hai yahin hai mera pyaar..
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |
|
|
Free Kahin Hai Mera Pyar songs download
Recent Tag : Free Kahin Hai Mera Pyar songs download, Kahin Hai Mera Pyar mp3 song free download, online play Kahin Hai Mera Pyar mp3 song, Kahin Hai Mera Pyar lyrics, Kahin Hai Mera Pyar from kahin hai mera pyaar 2014