free download Hainiya Yaariya Tumhi From Ustad andThe Divas 2006


Song Lyrics Title = Hainiya Yaariya
Movie/album = Ustad & The Divas (2006)
Singers = Sunidhi Chauhan, Ustad Sultan Khan
Song Lyricists = Irshad Kamil
Music Director = Sandesh Shandilya
Director = Phurba Shepra

Mp3 Song Lyrics

((Yaariya tumhi se lagiya
Hainiya yaariya, yaariya tumhee se lagiya
Hainiya yaariya tumhi se laaniya
Hainiya yaariya tumhi se laaniya...

Tu chaahe laakh kar inkaar,
Maine toh tumhi se pyaar karna hai
Bani hu mai teri khatir,
Yahi ikraar sau sau bar karna hai
Maano naa maano mai deewani
Teri hui hoy hoy
Hainiya yaariya tumhee se laniya...

Akhiyon me tu basada
Akhiyon me tu basada
Meri zindagee tu maajhee re
Meri zindagee tu maajhee re...

Saari hi shaame saare savere
Nam khushee se kar diye tere
Chaahat tu, hasrat bhee tu hai
Pyaar ki mere kismat tu hain...

Chaahe laakh kar inkaar,
Maine toh tumhi se pyaar karna hai
Tere sapno me jina hain,
Teri baato pe aitbaar karna hain
Maano naa maano mai deewani
Teri hui hoy hoy
Hainiya yaariya tumhee se laniya
Hainiya yaariya tumhee se laniya...

Ankhiyo me tu basda,
Meri jindadee tu mahee ve
Hoy ankhiyon me tu basda,
O meri zindadee tu maahee ve...

Ho itna tu mere dil ko yakin hain
Aur tere jaisa koyi nahi hain
Tu duniya me sab se juda hain,
Tujhpe mera pyaar fida hain...

Chaahe laakh kar inkaar,
Maine toh tumhi se pyaar karna hai
Mila naa ek jo tuhi
Toh mujhko kya bhala sansaar karna hai...

Maano naa maano mai deewani
Teri huyee hoy hoy
Hainiya yaariya tumhi se laaniya
Hainiya yaariya tumhi se laaniya
Yaariya tumhi se lagiya...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}


lowerbanner

Free Hainiya Yaariya Tumhi songs download

Recent Tag : Free Hainiya Yaariya Tumhi songs download, Hainiya Yaariya Tumhi mp3 song free download, online play Hainiya Yaariya Tumhi mp3 song, Hainiya Yaariya Tumhi lyrics, Hainiya Yaariya Tumhi from Ustad andThe Divas 2006