free download Main Deewana Na Jane From Ek Main Aur Ek Tu 1986


Song Lyrics Title = Main Deewana Na Jane
Song Lyrics Movie = Ek Main Aur Ek Tu
Singers = Asha Bhosle, Mohammed Aziz
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Ravi Tandon
Music Label = T-Series
Starring = Shashi Kapoor, Rubina, Tanuja


mp3 songs


Main deewaana na jaana kab kaise
Mere dil mein tu mehmaan ban gayi
Main deewaana na jaana kab kaise
Mere dil mein tu mehmaan ban gayi
O meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi
Main deewaana na jaana kab kaise
Mere dil mein tu mehmaan ban gayi
O meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi

Main deewaani na jaani kab kaise
Mere dil mein tu mehmaan ban gaya
O meri jaan ke dushman tu meri jaan ban gaya

Pehale gussa aaya phir pyaar aa gaya
Pehale gussa aaya phir pyaar aa gaya
Patjhad mein yeh mausame bahaar aa gaya
O jhute waade par bhi aitbaar aa gaya
Aankhon hi aankhon mein baaton hi baaton
Mein yeh daastaan ban gayi
O meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi
Main deewaani na jaani kab kaise mere dil
Mein tu mehmaan ban gaya
O meri jaan ke dushman tu meri jaan ban gaya

Hum kitana bichade phir mulaakaat ho gayi
Hum kitana bichade phir mulaakaat ho gayi
Hum kitaa ruthe phir kaise baat ho gayi
Kab yeh aag lagi kab yeh barsaat ho gayi
Dub gaye hum dono jisame paani ka
Katara katara tufaan ban gaya
O meri jaan ke dushman tu meri jaan ban gaya
Main deewaana na jaana kab kaise
Mere dil mein tu mehmaan ban gayi
O meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi

Duniya ki unchi unchi deewaar gir gayi
Duniya ki unchi unchi deewaar gir gayi
Woh rasmo riwaajon ki talwaar gir gayi
Main tere kadamon mein ho dildaar gir gayi
Tauba tauba kitani mushkil baat mohabbat
Mein kitani aasaan ban gayi
O meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi
Main deewaani na jaani kab kaise
Mere dil mein tu mehmaan ban gaya
O meri jaan ke dushman tu meri jaan ban gaya
O meri jaan ke dushman tu meri jaan ban gaya...


 Posted by : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Main Deewana Na Jane songs download

Recent Tag : Free Main Deewana Na Jane songs download, Main Deewana Na Jane mp3 song free download, online play Main Deewana Na Jane mp3 song, Main Deewana Na Jane lyrics, Main Deewana Na Jane from Ek Main Aur Ek Tu 1986