|
free download Main Hoon Banke Nainawali From Chhoo Mantar 1956
|
|
|
Song Lyrics Title = Main Hoon Banke Nainawali Song Lyrics Movie = Chhoo Mantar Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi Song Lyricists = Jan Nisar Akhtar Music Director = Omkar Prasad Nayyar Director = M. Sadiq Music Label = Saregama Starring = Karan Dewan, Johnny Walker, Shyama, Anita Guha
mp3 songs
Main To Banke Naino Wali Meri baaten hain niraali Dekho duniya kare mose pyaar Duniya kare mose pyaar Aeji chhodo ye fasaana Jaaye choolhe mein zamaana Dekho dil hai yahaan beqaraar Dil hai yahaan beqaraar Main To Banke Naino Wali
Laakh adaayen laakh ishaare Jo bhi dekhe jaan ko waare Mera to aaj zamaana Nazar na haay lagaana Mera to aaj zamaana Maaroongi nain kataar Maaroongi nain kataar Aeji chhodo ye fasaana Jaaye choolhe mein zamaana Dekho dil hai yahaan beqaraar Dil hai yahaan beqaraar Main To Banke Naino Wali
Jaan bachaana Ab nahin mumkin Reh gaye ab to haay das din Koi to shaql bataao Hamaari jaan bachaao Koi to shaql bataao Dil hai yahaan beqaraar Dil hai yahaan beqaraar Main To Banke Naino Wali Meri baaten hain niraali Dekho duniya kare mose pyaar Duniya kare mose pyaar Aeji chhodo ye fasaana
Baat kisi ki main nahin maanoon Sabke dil ka haal main jaanoon Koi ho laakh deewaana Chale na ek bahaana Koi ho laakh deewaana Main to badi hushiyaar Main to badi hushiyaar Aeji chhodo ye fasaana Jaaye choolhe mein zamaana Dekho dil hai yahaan beqaraar Dil hai yahaan beqaraar Main To Banke Naino Wali Meri baaten hain niraali Dekho duniya kare mose pyaar Duniya kare mose pyaar Aeji chhodo ye fasaana.
Posted by : Priyanka Shukla
| |
|
|
Free Main Hoon Banke Nainawali songs download
Recent Tag : Free Main Hoon Banke Nainawali songs download, Main Hoon Banke Nainawali mp3 song free download, online play Main Hoon Banke Nainawali mp3 song, Main Hoon Banke Nainawali lyrics, Main Hoon Banke Nainawali from Chhoo Mantar 1956