free download Aaj Jaane Ki - Runa From Bhopal Express 1999


Song Lyrics Title : Aaj Jaane Ki Zid Na Karo
Song Lyrics Movie : Bhopal  Express (1999)


mp3 songs

Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Youn hi pehlu mein baithe raho
Youn hi pehlu mein baithe raho
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Haaye mar jaayenge hum to loot jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Tum hi socho zara kyun na roke tumhe
Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum


Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum
Tumko apni kasam jaan-e-jaan
Baat itni meri maan lo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Haaye mar jaayenge hum to loot jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Waqt ki qaid mein zindagi hai magar
Waqt ki qaid mein zindagi hai magar
Chand ghariyaan yehi hain jo aazaad hain
Chand ghariyaan yehi hain jo aazaad hain
Inko kho kar meri jaan-e-jaan
Umr bhar na taraste raho
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Haaye mar jaayenge hum to loot jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Kitna masoom rangeen hain yeh sama
Husn aur ishq ki aaj meraaj hai
Husn aur ishq ki aaj meraaj hai
Kal ki kisko khabar jaan-e-jaan
Rok lo aaj ki raat ko
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Youn hi pehlu mein baithe raho
Youn hi pehlu mein baithe raho
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Haaye mar jaayenge hum to loot jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Aaj jaane ki zid na karo






lowerbanner

Free Aaj Jaane Ki - Runa songs download

Recent Tag : Free Aaj Jaane Ki - Runa songs download, Aaj Jaane Ki - Runa mp3 song free download, online play Aaj Jaane Ki - Runa mp3 song, Aaj Jaane Ki - Runa lyrics, Aaj Jaane Ki - Runa from Bhopal Express 1999