free download Jawan Ho Ya Budhiya From Bhabhi 1957


Song Lyrics Title = Jawan Ho Ya Budhiya
Song Lyrics Movie = Bhabhi
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Chitragupta Shrivastava
Director = R. Krishnan, S. Panju
Music Label = Saregama
Starring = Balraj Sahni, Shyama, Nanda, Durga Khote, Jagdeep, Omprakash, Manorama, Agha, Bhagwan, Pandari Bai, Anwar, Anwar Hussan, Bipin Gupta, Indu Shivraj, Jawahar Kaul

mp3 songs

Jawan ho ya budhiya ya nanhi si gudiya
Kuch bhi ho aurat jahar ki hai pudiya
Jawan ho ya budhiya ya nanhi si gudiya
Kuch bhi ho aurat jahar ki hai pudiya

Mare pistol se na kate talwar se
Mard ko gulam ye banaye bade pyar se
Mare pistol se na kate talwar se
Mard ko gulam ye banaye bade pyar se
Kabhi ikrar se kabhi inkar se
Kabhi ikrar se kabhi inkar se
Kajre ki dhar se ya balo ke singar
Isiliye kahta hu daro daro nar se
Daro daro nar se
Jawan ho ya budhiya ya nanhi si gudiya
Kuch bhi ho aurat jahar ki hai pudiya

Ho nahi sakta ye kam bhagwan ka
Nushka jarur ye to hoga shaitan ka
Ho nahi sakta ye kam bhagwan ka
Nushka jarur ye to hoga shaitan ka
Char bunde nakhra aath bunde jhagda
Char bunde nakhra aath bunde jhagda
Jhuth barah bunde solah bunde lafda
Wah wah kya banaya tune ragda
Jawan ho ya budhiya ya nanhi si gudiya
Kuch bhi ho aurat jahar ki hai pudiya

Chalne me tej jaise sui ghadiyal ki
Laye ye nikal kar khabar patal ki
Chalne me tej jaise sui ghadiyal ki
Laye ye nikal kar khabar patal ki
Mithi hai juban ki jhuthi hai jahan ki
Dil ki hai khoti to kachi bhi kan ki
Kali ho ya gori hai bairi insan ki
Bairi insan ki
Jawan ho ya budhiya ya nanhi si gudiya
Kuch bhi ho aurat jahar ki hai pudiya
Jawan ho ya budhiya ya nanhi si gudiya
Kuch bhi ho aurat jahar ki hai pudiya.


Posted By: Priyanka Shukla





lowerbanner

Free Jawan Ho Ya Budhiya songs download

Recent Tag : Free Jawan Ho Ya Budhiya songs download, Jawan Ho Ya Budhiya mp3 song free download, online play Jawan Ho Ya Budhiya mp3 song, Jawan Ho Ya Budhiya lyrics, Jawan Ho Ya Budhiya from Bhabhi 1957