free download Ishq Mein Hum Tumhein From Bewafa Sanam 1995


Song Lyrics Title = Ishq Mein Hum Tumhein Kya Bataen 
Song Lyrics Movie= Bewafa Sanam
Singers = Sonu Nigam
Song Lyricists = Attaullah Khan Esakhelvi
Music Composer = Nikhil, Vinay
Music Director = Nikhil, Vinay
Director = Gulshan Kumar
Music Label = T-series
Starring = Krishan Kumar, Shilpa Shirodkar, Aruna Irani, Shakti Kapoor, Kiran Kumar
Release on = 1st January, 1995


mp3 songs

Ishk me ham tumhe kya bataye, kis kadar chot khaye hue hai
Ishk me ham tumhe kya bataye
Ishk me ham tumhe kya bataye
Kis kadar chot khaye hue hai
Ishk me ham tumhe kya bataye, kis kadar chot khaye hue hai
Maut ne hamko,ha maut ne hamko
Maut ne hamko mara hai or ham jindagi ke sataye hue hai
Maut ne hamko mara hai or ham jindagi ke sataye hue hai
Ishk me ham tumhe kya bataye

Aye lahat apni mitti se kahde dag lagne na paye kafan ko
Aye lahat apni mitti se kahde dag lagne na paye kafan ko
Aj hi hamne ho aj hi hamne
Aj hi hamne badle hai kapde aj hi ham nahaye hue hai
Aj hi hamne badle hai kapde aj hi ham nahaye hue hai
Ishk me ham tumhe kya bataye

Surkh ankho me kajal laga hai, rukh pe gaja sajaye hue hai
Surkh ankho me kajal laga hai, rukh pe gaja sajaye hue hai
Aise aye hai mayyat pe meri, aise aye hai mayyat pe meri, ho
Aise aye hai mayyat pe meri jaise sadi me aye hue hai
Ishk me ham tumhe kya bataye

Dusmano ki sikayat hamesha dosto se gila kya karenge
Dusmano ki sikayat hamesha dosto se gila kya karenge
Kat chuke jin ha kat chuke jin
Kat chuke jin  darfto ke patte phir kaha unke saye hue hai
Kat chuke jin  darfto ke patte phir kaha unke saye hue hai
Ishk me ham tumhe kya bataye, kis kadar chot khaye hue hai
Maut ne hamko mara hai or ham jindagi ke sataye hue hai
Ishk me ham tumhe kya bataye.

Posted By: Priyanka Shukla





lowerbanner

Free Ishq Mein Hum Tumhein songs download

Recent Tag : Free Ishq Mein Hum Tumhein songs download, Ishq Mein Hum Tumhein mp3 song free download, online play Ishq Mein Hum Tumhein mp3 song, Ishq Mein Hum Tumhein lyrics, Ishq Mein Hum Tumhein from Bewafa Sanam 1995