free download Agar Teri Jalwa Numai From Beti Bete 1964


Song Lyrics Title : Agar Teri Jalwa Numai
Song Lyrics Movie : Beti Bete (1964)
Singer:Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist:Hasrat Jaipuri, Shailendra
Music Director:Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Film Director:T L V Prasad

mp3 songs

agar teri jalwa numai na hoti
agar teri jalwa numai na hoti
khuda ki kasam ye khudayi na hoti
agar teri jalwa numai na hoti
khuda ki kasam ye khudayi na hoti

agar aankh tumse milayi na hoti
meri jindagi muskurayi na hoti
agar aankh tumse milayi na hoti
meri jindagi muskurayi na hoti

baharo ka mausam na hota suhana
baharo ka mausam na hota suhana
tere dam kadam se hua aashikana
tere dam kadam se hua aashikana
najaro me ye dil rubai na hoti
khuda ki kasam ye khudayi na hoti
agar aankh tumse milayi na hoti
meri jindagi muskurayi na hoti

tere pyar ne mujh par ahsaa kiya hai
tere pyar ne mujh par ahsaa kiya hai
mere dil liya hai mujhe dil diya hai
mere dil liya hai mujhe dil diya hai
agar tune ulfat nibhayi na hoti
meri jindagi muskurayi na hoti
agar teri jalwa numai na hoti
khuda ki kasam ye khudayi na hoti

agar noor tera na aata jaha me
agar noor tera na aata jaha me
to rakha hi kaya tha jami aasma me
to rakha hi kaya tha jami aasma me
ke malik ne dunia banayi na hoti
khuda ki kasam ye khudayi na hoti
agar aankh tumse milayi na hoti
meri jindagi muskurayi na hoti
agar teri jalwa numai na hoti
khuda ki kasam ye khudayi na hoti

Posted by: {Anju}





lowerbanner

Free Agar Teri Jalwa Numai songs download

Recent Tag : Free Agar Teri Jalwa Numai songs download, Agar Teri Jalwa Numai mp3 song free download, online play Agar Teri Jalwa Numai mp3 song, Agar Teri Jalwa Numai lyrics, Agar Teri Jalwa Numai from Beti Bete 1964