free download Main Ne Yeh Faisla From Bekaraar 1983


Song Lyrics Title = Main Ne Yeh Faisla Kar Liya Hai
Song Lyrics Movie = Bekaraar
Singers=Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists= Anand Bakshi
Music Composer= Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director= Rajendra Prasad V.B.
Music Label= Ultra
Starring= Sanjay Dutt, Padmini Kolhapure, Mohnish Bahl

mp3 songs

Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga
Log puje kisi ko mujhe kya
Mai tumhari  ibadat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karungi
Log puje kisi ko mujhe kya
Mai tumhari ibadat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga

Dil ka arman ye nikalunga mai
Jan de dunga jaher kha lunga
Dil ka arman ye nikalunga mai
Jan de dunga jaher kha lunga
Tumkpo hasil na kar saka to
Dekh lena mai qayamat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karungi
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga

Dil me is dard ko ghar banane na du
Dil me is dard ko ghar banane na du
Maine chaha tumhe pas aane du
Aa gaye to ye yad rakhna
Ab na tumko mai ruksat karungi
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karungi

Jab mai wakif na thi ishk ke nam se
Tab gujarte the din kitne aram se
Jab mai wakif na tha ishk ke nam se
Tab gujarte the din kitne aram se
Tune cheda mujhe dekh lena
Mai bhi puri sararat karungi
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga
Log puje kisi ko mujhe kya
Mai tumhari hi ibadat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karungi
Maine ye faisla kar liya
Maine ye faisla kar liya
Faisla kar liya, faisla kar liya
Kar liya,  kar liya.


Posted By : Priyanka Shukla





lowerbanner

Free Main Ne Yeh Faisla songs download

Recent Tag : Free Main Ne Yeh Faisla songs download, Main Ne Yeh Faisla mp3 song free download, online play Main Ne Yeh Faisla mp3 song, Main Ne Yeh Faisla lyrics, Main Ne Yeh Faisla from Bekaraar 1983