free download Hum Tumhein Itna Pyar From Bees Saal Baad 1989


Song Lyrics Title : Hum Tumhein Itna Pyar Karenge
Song Lyrics Movie : Bees Saal Baad (1989)


mp3 songs

o o o o o o........

mm mm mm mm mm mm.......

hum tumhe itana pyaar karenge - (2)
ke log hamein yaad karenge - (2)
o o o o o o o.........
hum tumhe itana pyaar karenge - (2)
ke log hamein yaad karenge - (2)
hum tumhe itana pyaar karenge

hum bhule toh hum harjaayi, tum bhulo toh tum harjaayi - (2)
hamane aaj kiya yeh waada, hamane aaj yeh kasam uthaayi
saath jiyenge saath marenge - (2)
ke log hamein yaad karenge - (2)
hum tumhe itana pyaar karenge

yaad tumhe hum karake soye, naam tumhaara hum lekar jaage - (2)
saari duniya reh gayi pichhe aur nikal aaye hum aage
abb duniya se hum na darenge - (2)
ke log hamein yaad karenge - (2)
hum tumhe itana pyaar karenge

na koyi darr na koi ghum, dil mein hamesha pyaar ka mausam - (2)
iss duniya mein dil nahi lagata, chhodake iss duniya ko abb hum
ik duje ke dil mein rahenge - (2)
ke log hamein yaad karenge - (2)
hum tumhe itana pyaar karenge - (2)
ke log hamein, ke log hamein yaad karenge - (2)






lowerbanner

Free Hum Tumhein Itna Pyar songs download

Recent Tag : Free Hum Tumhein Itna Pyar songs download, Hum Tumhein Itna Pyar mp3 song free download, online play Hum Tumhein Itna Pyar mp3 song, Hum Tumhein Itna Pyar lyrics, Hum Tumhein Itna Pyar from Bees Saal Baad 1989