free download Main Tumse Pyar Karti From Bedardi 1993


Song Lyrics Title = Main Tumse Pyar Karti
Movie/album = Bedardi (1993)
Singers = Alka Yagnik, Vinod Rathod
Song Lyricists = N/A
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Krishnakant Pandya
Starring = Ajay Devgn, Urmila Matondkar, Naseeruddin
Shah, Reena Roy,
Ashok Banthia
Release on = 12th November, 1993

Mp3 Song Lyrics

main tumse pyar karti hu main ye ikarar karti hu
dil kya hai jaan bhi le lo main kab inkar karti hu

main tumse pyar karti hu main ye ikarar karti hu
main tumse pyar karti hu main ye ikarar karti hu
dil kya hai jaan bhi le lo main kab inkar karti hu
main tumse pyar karti hu main ye ikarar karti hu

tu mera deewana hai aaj ye maine jana hai
tu mera deewana hai aaj ye maine jana hai
kuchh bhi ho kaise bhi ho rutha yaar manana hai
rutha yaar manana hai waade hajar karti hu
main tumse pyar karti hu main ye ikarar karti hu
main tumse pyar karti hu main ye ikarar karti hu

tere sath bahare hai mere paas pukare hai
tere sath bahare hai mere paas pukare hai
tere mere bich kayi duri ki deeware hai
deeware paar karti hu

main tumse pyar karta hu main ye ikarar karta hu
dil kya hai jaan bhi le lo main kab inkar karta hu
main tumse pyar karta hu main tumse pyar karti hu

ye dil hai kurban mera teri inhi adao pe
main manu ya na manu lekin teri wafao pe
main aitabar karta hu
main tumse pyar karta hu main tumse pyar karti hu
main ye ikarar karta hu main ye ikarar karti hu
dil kya hai jaan bhi le lo dil kya hai jaan bhi le lo
main kab inkar karta hu main kab inkar karti hu
main tumse pyar karta hu main tumse pyar karti hu
main tumse pyar karta hu main tumse pyar karti hu

Posted by  : {Ritu Kesharwani}


lowerbanner

Free Main Tumse Pyar Karti songs download

Recent Tag : Free Main Tumse Pyar Karti songs download, Main Tumse Pyar Karti mp3 song free download, online play Main Tumse Pyar Karti mp3 song, Main Tumse Pyar Karti lyrics, Main Tumse Pyar Karti from Bedardi 1993