free download Mohabbat Ki Kismat Pe From Barsaat Ki Raat 1998


Song Lyrics Title = Mohabbat Ki Kismat Pe
Song Lyrics Movie = Barsaat Ki Ek Raat (1998)
Singers =  Kavita Krishnamurthy
Song Lyricists =  N/A
Music Composer =  Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director =  Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director =  Bharat Kapoor
Music Label =  Venus Records
Starring =  Deepshika, Dharmendra, Dinesh Hingoo

mp3 songs

Mohabbat ki kismat pe aata hai rona
Mohabbat ki kismat pe aata hai rona
Sada toot jata hai dil ka khilona
Mohabbat ki kismat pe aata hai rona
Sada toot jata hai dil ka khilona
Sada toot jata hai dil ka khilona
Mohabbat ki kismat pe aata hai rona

Lagi aankh to phool bhi gulshita tha
Lagi aankh to phool bhi gulshita tha
Khuli aankh to samane bas dhua tha
Ki dekha tha maine ye sapna salona
Mohabbat ki kismat pe aata hai rona
Sada toot jata hai dil ka khilona
Mohabbat ki kismat pe aata hai rona

Kisi ke khayalo mein bas kho gayi thi
Kisi ke khayalo mein bas kho gayi thi
Main phoolo ki ek sej pe so gayi thi
Magar pyar ka toka hai ek bichhona
Mohabbat ki kismat pe aata hai rona
Sada toot jata hai dil ka khilona
Mohabbat ki kismat pe aata hai rona

Mujhe pyar me ye kahani mili hai
Mujhe pyar me ye kahani mili hai
Yahi aansuo ki nishani mili hai
Inhi aansuo mein ye gham hai dubona
Mohabbat ki kismat pe aata hai rona
Sada toot jata hai dil ka khilona
Mohabbat ki kismat pe aata hai rona
Sada toot jata hai dil ka khilona
Mohabbat ki kismat pe aata hai rona.

Posted by : Priyanka Shukla






lowerbanner

Free Mohabbat Ki Kismat Pe songs download

Recent Tag : Free Mohabbat Ki Kismat Pe songs download, Mohabbat Ki Kismat Pe mp3 song free download, online play Mohabbat Ki Kismat Pe mp3 song, Mohabbat Ki Kismat Pe lyrics, Mohabbat Ki Kismat Pe from Barsaat Ki Raat 1998