|
free download Chora Phisal Gaya From Bandhan 1998
|
|
|
Song Lyrics Title : Chora Phisal Gaya Song Lyrics Movie : Bandhan (1998) Singers: Udit Narayan, Alka Yagnik
mp3 songs
(jab se dekha hai tujhe saajan saajan tu hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan) - 2 main tha sharmila - 2 par jaane kab aur kyu kaise teri har ada par yeh chhora fisal gaya - 2 jab se dekha hai tujhe saajan saajan tu hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan main thi sharmila - 2 par jaane kab aur kyu kaise teri har ada par yeh chhori fisal gayi - 2
(na na karte karte main ikraar kar baitha tu jeeti main aakhir tujhse pyar kar baitha) - 2 dekh ke tere yeh solah singhaar hai o chhori chhora fisal gaya - 2 jab se dekha hai tujhe saajan saajan tu hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan main thi sharmila - 2 par jaane kab aur kyu kaise teri har ada par yeh chhori fisal gayi - 2
(kitna pyar tumhe karte hai hamne aaj yeh jaana bhool ke duniya ka darr hamne tumko saajan maana) - 2 tere pyar mein ho gayi paagal haai o mere chhore yeh chhori fisal gayi - 2 jab se dekha hai tujhe saajan saajan tu hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan main tha sharmila - 2 par jaane kab aur kyu kaise teri har ada par yeh chhora fisal gaya - 2 jab se dekha hai tujhe saajan saajan tu hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan main thi sharmila - 2 par jaane kab aur kyu kaise teri har ada par yeh chhori fisal gayi - 2 chhora fisal gaya - 2
| |
|
|
Free Chora Phisal Gaya songs download
Recent Tag : Free Chora Phisal Gaya songs download, Chora Phisal Gaya mp3 song free download, online play Chora Phisal Gaya mp3 song, Chora Phisal Gaya lyrics, Chora Phisal Gaya from Bandhan 1998