|
free download Aap Yahan Se Jaane From Banarasi Babu 1973
|
|
|
Song Lyrics Title : Aap Yahan Se Jaane Ka Kya Song Lyrics Movie : Banarasi Babu (1973)
mp3 songs
aji maine kaha aap yaha se jane ka kya loge kon mai, kya loge kya loge jo mangu vo tum doge, kyo nahi din ko taare tod ke la du jannat ki kaliya mangva du aur kuch bolo sanam dhande ki kasam, hanji dhande ki kasam hanji dhande ki kasam, magar ap yaha se jane ka kya kya loge kya kya loge kuch to socho kuch samjho rahne do bekar ki bate, bekar ki bate, hu sunlega bedard jamana dil me rakho pyar ki baate
pyar ki chori chup nahi sakti, chup sakti hai oh bahati nadiya rukh nahi sakti rukh sakti hai oh pyar ki chori chup nahi sakti, oh bahati nadiya rukh nahi sakti,
kab se mere gale padhi ho kab se mere gale padhi ho ban ke ek deewar kadhi ho jaungi mai na sanam mere dhande ki kasam ha ha dhande ki kasam ha dhande ki kasam aap yaha se jane k kya loge, nahi jaungi
suno, kya, suno na bolo na apne ghar ko chodh ke jau ek din mai nadaan nahi hu ari teri ki, are akhir mai bhi dil rakhti hu cheez koi bejan nahi hu
kahana mera mano, na manu mai are kahana mera mano, na manu mai aye picha mera chodho na chodu mai saya banke sath rahungi sari duniya se yahi kahungi tum hi ho mere balam, mere dhande ki kasam, ha ha dande ki kasam haye aap yaha se jane kya loge nahi jaungi, kya loge,kya loge
| |
|
|
Free Aap Yahan Se Jaane songs download
Recent Tag : Free Aap Yahan Se Jaane songs download, Aap Yahan Se Jaane mp3 song free download, online play Aap Yahan Se Jaane mp3 song, Aap Yahan Se Jaane lyrics, Aap Yahan Se Jaane from Banarasi Babu 1973