free download Na Jaane Kya Ho Gaya From Baazi 1995


Song Lyrics Title =Na Jaane Kya Ho Gaya
Song Lyrics Movie = Baazi (1995)
Singers = Sadhana Sargam, Udit Narayan
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Director = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Ashutosh Gowariker
Music Label = S-Series
Starring = Aamir Khan, Mamta Kulkarni
Release on = 13th April, 1995

mp3 songs

Na jane kya ho gaya hai tumhe dekh kar
Tumhe dekh kar tumhe dekh kar
Pagal dil ye ho gaya hai tumhe dekh kar
Tumhe dekh kar tumhe dekh kar

Is bekarari ka mohabbat nam hai sayad
Pyar se kahte hai chahat nam hai sayad
Kya btau kitna tumko pyar karti hai
Kho na jao tum kahi is bat se darti hu

Sanso me hai khusbu teri ankho me hai chehara tera
Ye jindagi bin tere kuch nahi
Diwana mai ho gaya hu tumhe dekh kar
Tumhe dekh kar tumhe dekh kar
Pagal dil ye ho gaya hai
Tumhe dekh kar tumhe dekh kar

Pas itne aao ham ho jaye bekhabar
Chahto ka har ghadi dil pe rahe asar
Ji chahata hai tujhko mai sine se lagalu
Tere lado ke rang ko mai ake churalu

Jadu ye kaisa tune kiya
Chane laga hai tera nasa
Tere hi dam se dhadkata hai dil
Diwani si ho gayi hu tumhe dekh kar
Tumhe dekh kar tumhe dekh kar

Na jane kya ho gaya hai tumhe dekh kar
Tumhe dekh kar tumhe dekh kar
Pagal dil ye ho gaya hai tumhe dekh kar.


Posted by : Priyanka Shukla





lowerbanner

Free Na Jaane Kya Ho Gaya songs download

Recent Tag : Free Na Jaane Kya Ho Gaya songs download, Na Jaane Kya Ho Gaya mp3 song free download, online play Na Jaane Kya Ho Gaya mp3 song, Na Jaane Kya Ho Gaya lyrics, Na Jaane Kya Ho Gaya from Baazi 1995