|
free download Jeevan mitana hai From Armaan 1981
|
|
|
Song Lyrics Title : Jeevan mitana hai Song Lyrics Movie : Armaan 1981 Singers : Kishore Kumar Song Lyricists : Indeevar (Shyamalal Babu Rai) Music Composer : Bappi Lahiri Director : Anand Sagar Starring : Prema Narayan, Raj Babbar, Ranjeeta, Shammi Kapoor, Shakti Kapoor
mp3 songs
Jivan mitana hai deewanapan Koi pyaar jivan se pyara nahi pyara nahi Ahaha haha ahaha haha Sare jahan ki amanat hai ye Ye jivan tumhara tumhara nahin Sare jahan ki amanat hai ye Ye jivan tumhara tumhara nahin Jeene ke laakhon sahare yahan Bas ek hi to sahara nahin sahara nahin Ahaha haha ahaha haha
Agar koi duniya se ruthe to kya Koi phool khilte hi toote to kya Agar koi duniya se ruthe to kya Koi phool khilte hi toote to kya Sitare hazaaron hai aakash par Bas ek hi to sitara nahin sitara nahin Ahaha haha ahaha haha Sare jahan ki amanat hai ye Ye jivan tumhara tumhara nahin Jivan mitana hai deewanapan Koi pyar jivan se pyara nahin
Kisike iradon ke khatir jiyo Kisiki muradon ke khatir jiyo Kisike iradon ke khatir jiyo Kisiki muradon ke khatir jiyo Hai yaadon mein jeena bhi to zindagi Jeena tumhe kyoon gawara nahin Gawara nahin Ahaha haha ahaha haha Sare jahan ki amanat hai ye Ye jivan tumhara tumhara nahin Jivan mitana hai deewanapan Koi pyar jivan se pyara nahin
Kaisi udasi ye kaisa hai sok Jivan mein ate hai jate hai log Kaisi udasi ye kaisa hai sok Jivan mein ate hai jate hai log Naya koi saathi khara rahon me Use pyar se kyun pukara nahin Pukara nahin Ahaha haha ahaha haha Sare jahan ki amanat hai ye Ye jivan tumhara tumhara nahin Jivan mitana hai deewanapan Koi pyar jivan se pyara nahin Jeene ke lakhon sahare yahan Bas ek hi to sahara nahin Sahara nahin Ahaha haha ahaha haha.
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |
|
|
Free Jeevan mitana hai songs download
Recent Tag : Free Jeevan mitana hai songs download, Jeevan mitana hai mp3 song free download, online play Jeevan mitana hai mp3 song, Jeevan mitana hai lyrics, Jeevan mitana hai from Armaan 1981