free download Sun sajna sun sajna From Apna khoon 1978


Song Lyrics Title : Sun sajna sun sajna
Song Lyrics Movie : Apna khoon 1978
Singer : Asha Bhosle Mohammed Rafi
Music By : Sonik Omi
Lyricist : Verma Malik

mp3 songs

sun sajana sun sajana
ha sun sajana sun sajana
mujhe aaj tumhe kuch kahna hai
mai samajh gaya
jo kahna hai
tune mere dil me rahna hai
ha rahna ha

sun sajana sun sajana
ha sun sajana sun sajana

dil ki duniya khali khali
bolo kis din aaogi
dil ki duniya khali khali
bolo kis din aaogi
sath hi ye vaada kar lo
aa ke kabhi na jaogi
sun gauriye sun gauriye
sun gauriye sun gauriye

kuch aur bhi tujhse kahna hai
mai samjh gayi jo kahna hai
tujhe palko ki chanv me rahna hai
ha rahna hai
sun gauriye sun gauriye
sun gauriye

aa ne ko tyaar hu
jo iss baat ki kasam khayega
aa ne ko tyaar hu
jo iss baat ki kasam khayega
mere sivay teri duniya me
aur ni koyi aayega

sun sajana sun sajana
sun sajana sun sajana
kuch aur bhi tujhse kahna hai
are ab kya kahna hai...
ab to baja bajega
sahnayi bajegi achha
ab to baja bajega
sahnayi bajegi
mai dulha banunga
tu dulhaniya sajegi
ab to baja bajega
ab to baja bajega
sahnayi bajegi

ban ke dulhan jab aau tere angana
judaayi me mujhko
jalana na tu sajna
tham liya tera hath
chahe din ho ya raat
tu hai jindagi ke sath
ab teri meri jodi
gauri khub jamegi
ab to baja bajega
ab to baja bajega
sahnayi bajegi

duniya ko chodd teri duniya me aaungi
tune thukraya to mai sajna
tune thukraya to mai
bole kaha jaungi
tujhe aankho me sajaau
mai kaleje se lagaau
apni baaho me julaau
tere aane se ghar me diwali jagegi

ab to baja bajega
ab to baja bajega
sahnayi bajegi

Posted by: {Anju}



lowerbanner

Free Sun sajna sun sajna songs download

Recent Tag : Free Sun sajna sun sajna songs download, Sun sajna sun sajna mp3 song free download, online play Sun sajna sun sajna mp3 song, Sun sajna sun sajna lyrics, Sun sajna sun sajna from Apna khoon 1978