free download Yaha ab kya rehna From Annadata 1972


Song lyrics title : Yaha ab kya rehna
Song lyrics movie : Annadata (1972)
 Singers-Manna Dey, Sabita Chaudhary,
Lyrics-Yogesh,


mp3 song lyrics

yahaan ab kya rehna
yahaan ab kya rehna
kisi se kya kehna
chal de wahaan
tujh ko miley pyaar jahaan
chal de wahaan
tujh ko mile pyaar jahaan

jab tak hai zindagaani
sun dukh ki har kahaani
sun dukh ki har kahaani
har ansoo ganga jal hai
samjhe ye kaun gyaani
samjhe ye kaun gyaani
man tarse chal ghar se
kahe pyaasi teri aatma
chal de wahaan
tujh ko miley pyaar jahaan
chal de wahaan
tujh ko miley pyaar jahaan

ho oo oo oo ho oo oo
koi nahin tera
saathi hai sab dhan ke
koi nahin tera
saathi hai sab dhan ke
samjhe dukh na tere
koi man ke
koi man ke
matlab ke sab hai
tere yaar yahaan
chal de wahaan
tujh ko miley pyaar jahaan
chal de wahaan
tujh ko mile pyaar jahaan

man ke hai khel saare
man se insaan haare
man se insaan haare
dhoondhe man pyaar jaakar
har ghar har dwaare dwaare
har ghar har dwaare dwaare
raah chale path na miley
chhahe aaye bhale andhiyaan
chal de wahaan
tujh ko miley pyaar jahaan
chal de wahan
tujh ko miley pyaar jahaan

ho oo oo oo ho oo oo
koi nahin tera
saathi hai sab dhan ke
koi nahin tera
saathi hai sab dhan ke
samjhe dukh na tere
koi man ke
koi man ke
matlab ke sab hai
tere yaar yahaan
chal de wahaan
tujh ko mile pyaar jahaan
chal de wahaan
tujh ko mile pyaar jahaan
chal de wahaan
tujh ko miley pyaar jahaan
chal de wahaan
tujh ko miley pyaar jahaan


lowerbanner

Free Yaha ab kya rehna songs download

Recent Tag : Free Yaha ab kya rehna songs download, Yaha ab kya rehna mp3 song free download, online play Yaha ab kya rehna mp3 song, Yaha ab kya rehna lyrics, Yaha ab kya rehna from Annadata 1972