free download Ban ke panchi From Anari 1959


Song Lyrics Title: Ban ke panchi
Movie / Album Name : Anari 1959
Singers : Lata Mangeshkar
Song Lyricists : Hasrat Jaipuri
Music Composer : Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director : Hrishikesh Mukherjee
Music Label : Saregama


mp3 songs


Ban ke panchhi gaayen pyaar kaa taraanaa
Ban ke panchhi gaayen pyaar kaa taraanaa
Mil jaaye agar aaj koyi saathi mastaanaa
Mil jaaye agar aaj koyi saathi mastaanaa
To jhoomen ye dharti aur jhoome aasmaan
Ban ke panchhi gaayen pyaar kaa taraanaa
Ban ke panchhi gaayen pyaar kaa taraanaa
Mil jaaye agar aaj koyi saathi mastaanaa
Mil jaaye agar aaj koyi saathi mastaanaa
To jhoomen ye dharti aur jhoome aasmaan

Ho o o
Ho o o

Aayin haseenon ki toliyaan
Aa haa haa
Aayin haseenon ki toliyaan
Aa haa haa
Bolen piyaa-milan ki boliyaan
Manzil pe aaye koyi nainaa milaaye koyi
Bhar de ye ulfat ki jholiyaan
Manzil pe aaye koyi nainaa milaaye koyi
Bhar de ye ulfat ki jholiyaan
Ban ke panchhi gaayen pyaar kaa taraanaa
Ban ke panchhi gaayen pyaar kaa taraanaa
Mil jaaye agar aaj koyi saathi mastaanaa
Mil jaaye agar aaj koyi saathi mastaanaa
To jhoomen ye dharti aur jhoome aasmaan

Kheton pe chhaayin jawaaniyaan
Aa haa haa
Kheton pe chhaayin jawaaniyaan
Aa haa haa
Patton pe likhin kahaaniyaan
Phoolon ki daal jaise rangeen roomaal
Koyi de-de hamen bhi nishaaniyaan
Phoolon ki daal jaise rangeen roomaal
Koyi de-de hamen bhi nishaaniyaan
Ban ke panchhi gaayen pyaar kaa taraanaa
Ban ke panchhi gaayen pyaar kaa taraanaa
Mil jaaye agar aaj koyi saathi mastaanaa
Mil jaaye agar aaj koyi saathi mastaanaa
To jhoomen ye dharti aur jhoome aasmaan...


Posted by : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Ban ke panchi songs download

Recent Tag : Free Ban ke panchi songs download, Ban ke panchi mp3 song free download, online play Ban ke panchi mp3 song, Ban ke panchi lyrics, Ban ke panchi from Anari 1959