free download Sheeshe Ka Samundar From Tha Xpose 2014



Hindi Song Title : Sheeshe Ka Samundar
Hindi Movie/Album Name: The Xpose 2014
Singer s  : Ankit Tiwari
Starring: Himesh Reshammiya, Yo Yo Honey Singh, Irfan Khan, Zoya Afroz
Directed by Ananth Mahadevan
Music: Himesh Reshammiya, Yo Yo Honey Singh
Produced by Himesh Reshammiya
Release date: 16th May 2014

Hindi Lyrics:

Sheeshe ka samundar, paani ki deewarein
Sheeshe ka samundar, paani ki deewarein
Maaya hai bhram hai, mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gaya, woh toh gaya

Ho
Sheeshe ka samundar, paani ki deewarein
Maaya hai bhram hai, mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gaya, woh toh gaya

Ho
Sheeshe ka samundar, paani ki deewarein



Barf ki reton pe, shararon ka thikana
Garam sehraahon mein, narmiyon ka fasana
Yaadon ka aayeena, uthta hai jahan
Sach ki parchaiyaan, har jagah aati hai nazar

Sone ke hain baadal, pattharon ki baarish
Maaya hai bhram hai, mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gaya, woh toh gaya

Ho
Sheeshe ka samundar, paani ki deewarein

Wo   o   o
Wo   o   o
Wo   o   o

Dil ki iss duniya mein, sarhadein hoti nahi
Dard bhari aankhon mein, rahatein soti nahi
Jitne ehsaas hai, aur bujhi pyaas hai
Zindagi ka fal safaa, pyaar ki panahon mein chupa

Dhoop ki hawayein, kaaton ke bagiche
Maaya hai bhram hai, mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gaya, woh toh gaya

Ho
Sheeshe ka samundar, paani ki deewarein


lowerbanner

Free Sheeshe Ka Samundar songs download

Recent Tag : Free Sheeshe Ka Samundar songs download, Sheeshe Ka Samundar mp3 song free download, online play Sheeshe Ka Samundar mp3 song, Sheeshe Ka Samundar lyrics, Sheeshe Ka Samundar from Tha Xpose 2014