|
free download Mausam ka taqaza hai From Akarshan 1988
|
|
|
Song Lyrics Title: Mausam ka taqaza hai Movie / Album Name : Akarshan 1988 Singers : Ajit Singh, Kavita Krishnamurthy Song Lyricists : Rajesh Johri Music Composer : Ajit Singh Music Director : Ajit Singh Director : Tanvir Ahmed Music Label : Saregama
mp3 songs
Mausam ka taqaaaza hai Baho se lipat jaye Sadiyo ki tamnaye Lamho me simat jaye Mausam ka taqaaza hai Baho se lipat jaye Sadiyo ki tamnaye Lamho me simat jaye Mausam ka taqaaza hai
Khawabo ka nashi man ho Ehasas ka aangan ho Dukh sukh jo mile humko Aapas me vo bant jayege Tu mujhme utar jaye Mai tujhme utar jau Aise me yeh dil chahe Parde se bhi hat jaye Mausam ka taqaaza hai Baho se lipat jaye Sadiyo ki tamnaye Lamho me simat jaye Mausam ka taqaaza hai
Phulo ki jinhe khawaish Kanto pe vo chalte hai Kismat se mili ghadiya Dar hai na palat jaye Thahre na ye barsate Aankho se kahi bate Khamosh rahe hum tum Umar yuhi kat jaye Mausam ka taqaaza hai Baho se lipat jaye Sadiyo ki tamnaye Lamho me simat jaye Mausam ka taqaaza hai Baho se lipat jaye Sadiyo ki tamnaye Lamho me simat jaye Mausam ka taqaaza hai...
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |
|
|
Free Mausam ka taqaza hai songs download
Recent Tag : Free Mausam ka taqaza hai songs download, Mausam ka taqaza hai mp3 song free download, online play Mausam ka taqaza hai mp3 song, Mausam ka taqaza hai lyrics, Mausam ka taqaza hai from Akarshan 1988