|
free download Deewana hua main From Ajay 1996
|
|
|
Song Lyrics Title: Deewana hua main Movie / Album Name : Ajay 1996 Singers:Alka Yagnik, Kumar Sanu Song Lyricists:Sameer Music Composer:Anand Shrivastav, Milind Shrivastav Music Director:Anand Shrivastav, Milind Shrivastav Director:Suneel Darshan Music Label: Mil Music
mp3 songs
Deewaana huwa main deewaana meri jaan tere ishq mein Hai thokar jahaan ko lagaana meri jaan tere ishq mein Main paagal huyi deewaani huyi teri dilaruba teri raani huyi Mera bas mera hai ajay Deewaana huwa main deewaana meri jaan tere ishq mein Hai thokar jahaan ko lagaana meri jaan tere ishq mein Main paagal huyi deewaani huyi teri dilaruba teri raani huyi Mera bas mera hai ajay Deewaana huwa main deewaana meri jaan tere ishq mein Hai thokar jahaan ko lagaana meri jaan tere ishq mein
Tufaan deewaanagi ka roke kabhi na ruke Sachchi muhabbat ke aage saara zamaana jhuke Ab ye meri zindagaani hai teri chaahat ke naam Chaahoongi tujhko hamesha chaahe subah ho ya shaam Hai kadamon mein dil ko jhukaana meri jaan tere ishq mein Bohot kuch hai karke dikhana meri jaan tere ishq mein Main paagal huyi deewaani huyi teri dilaruba teri raani huyi Mera bas mera hai ajay Deewaana huwa main deewaana meri jaan tere ishq mein Hai thokar jahaan ko lagaana meri jaan tere ishq mein
Duniya ki saari hadon se aage guzar jaana hai Jina hai baahon mein teri baahon mein teri marana hai Kaise tujhe main bataauun kaisa hai deewaanaapan Teri vafaaon ka jaadu chhaane laga jaan-e-man Labon ko labon tak hai laana meri jaan tere ishq mein Mujhe to hai sab kuchh lutaana meri jaan tere ishq mein Tu paagal huyi deewaani huyi meri dilruba meri rani huyi Tera bas tera hai ajay Deewani hui mein deewani meri jaan tere ishq mein Deewaana huwa main deewaana meri jaan tere ishq mein
Posted by: {Jiya}
| |
|
|
Free Deewana hua main songs download
Recent Tag : Free Deewana hua main songs download, Deewana hua main mp3 song free download, online play Deewana hua main mp3 song, Deewana hua main lyrics, Deewana hua main from Ajay 1996