free download Aankhein band karke From Aitraaz 2004


Song Lyrics Title : Aankhein band karke
Song Lyrics Movie : Aitraaz (2004)
Singer(s): ALKA YAGNIK, UDIT NARAYAN

Mp3 song lyrics

Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya
Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam 
 
Udit:
Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya -2
Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam
Jisse pyaar karte hi dil ko mere qaraar aaya -2
Woh tumhi eh sanam, woh tumhi ho eh sanam 

Alka:
Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya -2
Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam 
 
Udit:
(Tumhi jaan-e-jaana, mere pyaar ka sapna
Dil ne mere maana, dilbar tumhein apna) -2
Mere yaar pe, mere yaar pe hai mujhko bada hi naaz
Meri chaahton se tum
Meri chaahton se tum na karna kabhi aitraaz 

Alka:
Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya -2
Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam 
 
 
Alka:
(Zindagi hai tujhse, mera ishq kehta hai
Tu meri saason mein, har waqt rehta hai) -2
Mera khwaab tu, mera khwaab tu, hai tuhi meri parwaaz
Meri chaahton se tum
Meri chaahton se tum, na karna kabhi aitraaz 

Udit:
Aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya -2
Woh tumhi ho… eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam 

Alka:
Jisse pyaar karte hi dil ko mere qaraar aaya -2
Woh tumhi ho…eh sanam, woh tumhi ho… eh sanam


lowerbanner

Free Aankhein band karke songs download

Recent Tag : Free Aankhein band karke songs download, Aankhein band karke mp3 song free download, online play Aankhein band karke mp3 song, Aankhein band karke lyrics, Aankhein band karke from Aitraaz 2004