free download Sawan ka mahina aa From Aisa pyaar kahan 1986


Song Title = Saawan Ka Mahina Aa Gaya
Movie/Album = Aisa Pyaar Kahan 1986
Singer = Kavita Krishnamurthy,
Mohammed Aziz
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Song Lyricists = Anand Bakshi

Mp3 Song Lyrics

din me ho gayi raat andheri
din me ho gayi raat andheri
mere pyase dil pe teri
zulfo ka badal cha gaya
sawan ka mahina aa gaya
o sawan ka mahina aa gaya

ho din me ho gayi raat andheri
din me ho gayi raat andheri
meri pyasi rooh pe teri
preet ka kajal cha gaya
sawan ka mahina aa gaya
ho o sawan ka mahina aa gaya
sawan ka mahina aa gaya hay
sawan ka mahina aa gaya

o ye rim jhim sawan ki jhadiya
ye rim jhim sawan ki jhadiya
pyar ke sahro ki ladiya
ye rim jhim rim jhim sawan ki jhadiya
pyar ke sahro ki ladiya
door nahi ab milan ki ghadiya
mere naino ki galiyo me
mere naino ki galiyo me tu sapne bikhra gaya
sawan ka mahina aa gaya aa gaya
sawan ka mahina aa gaya
sawan ka mahina aa gaya hay
sawan ka mahina aa gaya

pyar bhare do dil jab dole
unse nikle pyar ke shole
pyar bhare do dil jab dole
unse nikle pyar ke shole
aag lagi ye haule haule
ik awara pawan ka jhonka
ik awara pawan ka jhonka
sholo ko bhadka gaya
sawan ka mahina aa gaya ho
sawan ka mahina aa gaya

ho din me ho gayi raat andheri
din me ho gayi raat andheri
meri pyasi rooh pe teri
preet ka kajal cha gaya
sawan ka mahina aa gaya
ho o sawan ka mahina aa gaya
sawan ka mahina aa gaya hay
sawan ka mahina aa gaya

Posted by : {Ritu Kesharwani}


lowerbanner

Free Sawan ka mahina aa songs download

Recent Tag : Free Sawan ka mahina aa songs download, Sawan ka mahina aa mp3 song free download, online play Sawan ka mahina aa mp3 song, Sawan ka mahina aa lyrics, Sawan ka mahina aa from Aisa pyaar kahan 1986