|
free download Kya Kehna Kya Jodi Hai From Aisa pyaar kahan 1986
|
|
|
Song Title = Kya Kehna Kya Jodi Hai Movie/Album = Aisa Pyar Kahan (1986) Singer = Shailendra Singh, Kavita Krishnamurthy, Mohammed Aziz Music Director = Laxmikant Pyarelal Song Lyricists = Anand Bakshi
Mp3 Song Lyrics
oye kya kahna oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai chanda jaisa bhaiya mera chandni si bhabhi jitni bhi tarif karo ji karo ji bas thodi hai oye kya kahna oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai
ik sapno ka sehzada ik pariyo ki sehzadi ik sapno ka sehzada ik pariyo ki sehzadi lo ban gaye dulha dulhan dono ki ho gayi shadi ho ye jodi banane wale ne koi kasar nahi chodi hai oye kya kahna oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai
ho yaar mubarak tumko ye madhur milan ki ghadiya ho yaar mubarak tumko ye madhur milan ki ghadiya bhabhi ne tumhe lagayi ye pyar bhari hathkadiya ho tum sath janam ke bandhi ho ye kaid to lambi chaudi hai oye kya kahna oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai
o tu behan hai meri choti tu yaar hai mera pyara tu behan hai meri choti tu yaar hai mera pyara tum dono ne mil jul ke khela hai khel ye sara ho tum baat hamari chhodo tum dono ki kya jodi hai oye kya kahna oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai chanda jaisa bhaiya mera chandni si bhabhi jitni bhi tarif karo ji karo ji bas thodi hai oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai
Posted by : {Ritu Kesharwani} | |
|
|
Free Kya Kehna Kya Jodi Hai songs download
Recent Tag : Free Kya Kehna Kya Jodi Hai songs download, Kya Kehna Kya Jodi Hai mp3 song free download, online play Kya Kehna Kya Jodi Hai mp3 song, Kya Kehna Kya Jodi Hai lyrics, Kya Kehna Kya Jodi Hai from Aisa pyaar kahan 1986