free download Aisa kyon hota hai From Aisa Kyon Hota Hai 2006


Song Title : Aisa Kyun Hota Hai (title Song)
Movie/Album :  Aisa Kyon Hota Hai 2006
Singer : Shreya Ghoshal


mp3 songs


aisa kyun hota hai - (2)
mohabbat karega woh rota rahega - (2)
yeh hota raha hai yeh hota rahega - (2)
mohabbat karega woh rota rahega
aisa kyun hota hai - (2)

mohabbat me kaisi saja maine payi, wafao ke badle mili bewafayi
badi bhul kee khwab dekhe milan ke, mujhe meri kismat ne dedi judayi
aisa kyun hota hai - (2)

yeh mera daman bhi rota rahega
mohabbat karega woh rota rahega
yeh hota raha hai yeh hota rahega

naa koyi shikayat, naa koyi gila hai, magar meri tujhse yahi inja hai
naa meri tarah usaka dil tod dena, naya apana dilbar jo tune chuna hai
jo kismat me hona hai woh hota rahega, mohabbat karega woh rota rahega
yeh hota raha hai yeh hota rahega
aisa kyun hota hai - (5)



lowerbanner

Free Aisa kyon hota hai songs download

Recent Tag : Free Aisa kyon hota hai songs download, Aisa kyon hota hai mp3 song free download, online play Aisa kyon hota hai mp3 song, Aisa kyon hota hai lyrics, Aisa kyon hota hai from Aisa Kyon Hota Hai 2006