free download Pyar aur mohabbat ka From Afsana 1997


Song Lyrics Title : Pyar aur mohabbat ka
Song Lyrics Movie : Afsana 1997
Singers : Sonu Nigam
Song Lyricists : Shamsa Muzffar Puri
Music Composer : Ustad Ghulam Ali
Music Label : T-Series
Starring : Sonu Nigam, Anuradha Paudwal


mp3 songs


Sikayat hai na kuch tumse gila hai
Bichadna to mukadar me likha hai
Batau kya jara si jid ki khatir
Mai uss se aur vo mujh se juda hai

Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai
Pyar aur mohabbat ka
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai
Ek taraf hai tanhayi tanhayi
Ek taraf hai tanhayi
Ek taraf jamana hai
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai

Umar bar mujhe yu hi
Ghum ka bojh uthana hai
Umar bar mujhe yu hi
Ghum ka bojh uthana hai
Umar bar mujhe yu hi
Umar bar mujhe yu hi
Ghum ka bojh uthana hai
Dil pe jakham khana hai
Khana hai
Dil pe jakham khana hai
Aur muskurana hai
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai

Apne hotho ki ek hasi rakh do
Mere kamre me roshni rakh do
Mujhko majburiya se gera hai
Tum mera naam matlabi rakh do

Dekh ker in aankho ko
Mast ho gaye hum bhi
Dekh ker in aankho ko
Mast ho gaye hum bhi
Dekh ker in aankho ko
Dekh ker in aankho ko
Mast ho gaye hum bhi
Ye tumhari aanke hai, aankhe hai
Ye tumhari aanke hai
Ya sharab khana hai
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai

Wo hai dil me dhadkan hu
Wo ghata sawan mai hu
Wo hai dil me dhadkan hu
Vo ghata sawan mai hu
Wo hai dil me dhadkan hu
Wo hai dil me dhadkan hu
Wo ghata sawan mai hu
Mai hu uske dil ki sayari, sayari
Mai hu uske dil ki sayari
Wo mera afsana hai
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai

Mohabbat jab sakune jindagi
Barbaad karti hai to
Lab khamosh rahte hai
Najar fariyad karti hai
Jigar rahe wafa me naksh
Aise churahe hai
Ki duniya dekhti hai aur
Humko yaad karti hai
Haye iss mohabbat ka
Raaj koi kya jaane
Haye iss mohabbat ka
Raaj koi kya jaane
Haye iss mohabbat ka
Haye iss mohabbat ka
Raaj koi kya jaane
Jisne ghum uthaye hai, uthaye hai
Jisne ghum uthaye hai
Usne raaj jana hai

Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai
Pyar aur mohabbat ka
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai
Ek taraf hai tanhayi tanhayi
Ek taraf hai tanhayi
Ek taraf jamana hai
Pyar aur mohabbat ka
Itna hi fasana hai...


Posted by : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Pyar aur mohabbat ka songs download

Recent Tag : Free Pyar aur mohabbat ka songs download, Pyar aur mohabbat ka mp3 song free download, online play Pyar aur mohabbat ka mp3 song, Pyar aur mohabbat ka lyrics, Pyar aur mohabbat ka from Afsana 1997