free download Tujhe Dekh Kar Jagwale From Sawan Ko Aane Do 1979


Song Lyrics Title : Tujhe Dekh Kar Jagwale
Song Lyrics Movie : Sawan Ko Aane Do 1979
Lyrics : Indeevar
Music : Rajkamal
Singer : Yesudas

mp3 songs

Tujhe dekhkar jag waale par
Tujhe dekhkar jag waale par
Yakeen nahin kyun kar hogaa
Tujhe dekhkar jag waale par
Yakeen nahin kyun kar hogaa
Jiski rachna itni sundar
Wo kitna sundar hoga
Wo kitna sundar hoga
Ho o aaa
Tujhe dekhne ko main kyaa
Har darpan tarsa karta hai
Tujhe dekhne ko main kyaa
Har darpan tarsa karta hai
Jyun tulsi ke birwa ko
Har aangan tarsa karta hai
Har aangan tarsa karta hai
Ang ang tera ras ki ganga
Ho o
Ang ang tera ras ki ganga
Roop ka wo saagar hoga
Jiski rachna itni sundar
Wo kitna sundar hoga
Wo kitna sundar hoga
Ho o o
Raag rang ras ka sangam
Aadharat prem kahaani ka
Raag rang ras ka sangam
Aadharat prem kahaani ka
Mere pyaase man me yoon utri
Jyun ret me jharna paani ka
Jyun ret me jharna paani ka
Apna roop dikhaane ko
Apna roop dikhaane ko
Tere roop me khud ishwar hota
Jiski rachna itni sundar
Wo kitna sundar hoga
Wo kitna sundar hoga
Wo kitna sundar hoga




lowerbanner

Free Tujhe Dekh Kar Jagwale songs download

Recent Tag : Free Tujhe Dekh Kar Jagwale songs download, Tujhe Dekh Kar Jagwale mp3 song free download, online play Tujhe Dekh Kar Jagwale mp3 song, Tujhe Dekh Kar Jagwale lyrics, Tujhe Dekh Kar Jagwale from Sawan Ko Aane Do 1979