free download Aap ki kashish From Aashiq banaya aapne 2005


Song Title : Aapki Kashish Sarfarosh Hain  
Movie/Album :  AASHIQ BANAYA AAPNE
Singer :  HIMESH RESHMIYA


(aapki kashish sarfarosh hain
aapka nasha yu madhosh hain
kya kahe tumse jaane ja
gum hua hosh hain - 2) - 2
aapki kashish sarfarosh hain

baairiyan chav ka  
jaadu joh chal gaya
deewana main ho gaya
dil machal gaya
halka dhuan utha
mausam badal gaya
roshan hua sama
parwaana jal gaya
jaagi re jaagi re main soyi
teri hi yaado mein khoyi
ab mera jahaan
teri aaghosh hain
aapka nasha yu madhosh hain
kya kahe tumse jaane ja
gum hua hosh hain - 2

duba rahu sada tere khayalo mein
uljha rahu sada tere sawalo mein
tere bina kahi ab na karaar hain
jaaneman tujh pe toh jaan bhi nisaar hain
jaana re jaana re maine jaana
tu mera tu mera deewana
na meri khata na mera dosh hain
aapka nasha yu madhosh hain
kya kahe tumse jaane ja
gum hua hosh hain - 2
aapki kashish sarfarosh hain
aapka nasha yu madhosh hain
kya kahe tumse jaane ja
gum hua hosh hain - 2


lowerbanner

Free Aap ki kashish songs download

Recent Tag : Free Aap ki kashish songs download, Aap ki kashish mp3 song free download, online play Aap ki kashish mp3 song, Aap ki kashish lyrics, Aap ki kashish from Aashiq banaya aapne 2005