free download Saiyan bina ghar soona From Aangan Ki Kali 1979


Song lyrics title : Saiyan bina ghar soona
Song lyrics Movie : Aangan Ki Kali (1979)
Singer(s): Lata Mangeshkar, Bhupinder
Music Director(s): Bappi Lahiri

mp3 song
lyrics

saiya bina ghar suna, suna, saiya bina ghar suna
rahi bina jaise suni galiya, bin khushabu jaise suni kaliya
sainyan bina ghar suna

suna din kali ratiya, asuvan se bhigi patiya
har aahat pe dari dari, rah take meri ankhiyan
chand bina jaise suni ratiya, phul bina jaise suni bagiya
saina bina ghar suna

andhiyare badal chhaye, kuchh bhi na man ko bhaye
dekh akeli ghere mujhe yadon ke saye saye
chand bina jaise suni ratiya, phul bina jaise suni bagiya
saiya bina ghar suna

aansu yu na bahao, ye moti na lutao
rukati nahi hain waqt ki dhara, pala pala badale jaga ye sara
chand bina jaise suni ratiya, phul bina jaise suni bagiya
saiya bina ghar suna


lowerbanner

Free Saiyan bina ghar soona songs download

Recent Tag : Free Saiyan bina ghar soona songs download, Saiyan bina ghar soona mp3 song free download, online play Saiyan bina ghar soona mp3 song, Saiyan bina ghar soona lyrics, Saiyan bina ghar soona from Aangan Ki Kali 1979