|
free download Na aadmi ka koi From Aadmi 1968
|
|
|
Song Lyrics Title : Na aadmi ka koi Song Lyrics Movie : Aadmi 1968 Singers : Mohammed Rafi Song Lyricists : Shakeel Badayuni Music Composer : Naushad Ali Music Director : Naushad Ali Director : A Bhimsingh Music Label : Saregama Starring : Dilip Kumar, Manoj Kumar, Waheeda Rehman Release on : 16th July, 1968
mp3 songs
Teri mohabbat pe shak nahi hai Teree wafao ko manata hu Magar tujhe kiski aarju hai Main yeh hakikat bhi janata hu
Na aadami ka koyi bharosa Naa dosti ka koyi thikana Wafaa kaa badalaa hain bewafayi Ajab jamana hain yeh jamana Na aadami ka koyi bharosa
Naa husn mein abb woh dilakashee hai Naa ishk mein abb woh jindagi hai Jidhar nigaahe uthake dekho Sitam hain dhokhaa hain berukhi hai Badal gaye jindagee ke nagame Bikhar gayaa pyaar kaa tarana Badal gaye jindagee ke nagame Bikhar gayaa pyaar kaa tarana Na aadami ka koyi bharosa
Dawa ka badale mein jeher de do Utaar do mere dil mein khanjar Lahu se sincha tha jis chaman ko Uge hain shole ussi ke andar Mere hee ghar ke charaag ne khud Jala diya mera aashiyana Mere hee ghar ke charaag ne khud Jala diya mera aashiyana Na aadami ka koyi bharosa Naa dosti ka koyi thikana Wafaa kaa badalaa hain bewafayi Ajab jamana hain yeh jamana..
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |
|
|
Free Na aadmi ka koi songs download
Recent Tag : Free Na aadmi ka koi songs download, Na aadmi ka koi mp3 song free download, online play Na aadmi ka koi mp3 song, Na aadmi ka koi lyrics, Na aadmi ka koi from Aadmi 1968